SEARCH RESULTS
Showing search results for "दीदार-ए-हुस्न"
SHER MATCHES FOR "दीदार-ए-हुस्न"
sher
निकल कर ज़ुल्फ़ से पहुँचूँगा क्यूँकर मुसहफ़-ए-रुख़ परअकेला हूँ अँधेरी रात है और दूर मंज़िल है
Akbar Warsi Meerthi
sher
qayaamat aa chukii diidaar-e-haq hu.aa sab koham ab talak bhii tiraa intizaar rakhte hai.n
Ehsanullah Khan Bayan
sher
Chaudhary Dallu Ram
sher
vo bahr-e-husn shāyad baaġh meñ āvegā ai 'ehsā۔n'ki favvāra ḳhushī se aaj do do gaz uchhaltā hai
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
sher
KHat ke aane se pa.Daa hai shor mulk-e-husn me.ndaan kar suuraj-gahan kahte hai.n ai dilbar lagaa
Shah Naseer
sher
chashm-e-haqiiqat-e-aashnaa dekhe jo husn kii kitaabdaftar-e-sad-hadiis-e-raaz har varaq-e-majaaz ho
Bedam Shah Warsi
sher
hairat-e-ishq mirī husn kā ā.īna haidekhne vaale kahāñ se haiñ kahāñ tak pahuñche
Hafeez Hoshiarpuri
sher
karishmaa-saazi-e-husn-e-azal are taubamiraa hii aa.iina mujh ko dikhaa ke luuT liyaa
Jigar Moradabadi
sher
sadqe ai qaatil tire mujh tishna-e-diidaar kiitishnagii jaatii rahii aab-e-dam-e-shamshiir se
Bedam Shah Warsi
sher
ārā.ish-e-husn ā.īna-ruḳh karte ho har damlenā hai magar dam tumheñ manzūr kisī kā
Bedam Shah Warsi
sher
Ehsanullah Khan Bayan
sher
dekh ai chaman-e-husn tujhe baaG me.n KHandaa.nshabnam nahii.n ye gul pe KHajaalat se araq hai