SEARCH RESULTS
Showing search results for "नाम-ए-शहर-यार"
SHER MATCHES FOR "नाम-ए-शहर-यार"
sher
निकल कर ज़ुल्फ़ से पहुँचूँगा क्यूँकर मुसहफ़-ए-रुख़ परअकेला हूँ अँधेरी रात है और दूर मंज़िल है
Akbar Warsi Meerthi
sher
asiir-e-halqa-e-gesuu-e-yaar ham bhii hai.nkisii ke tiir-e-nazar ke shikaar ham bhii hai.n
Shah Aiyub Abdali
sher
ek din aisaa bhii hogaa intizaar-e-yaar me.nnii.nd aa jaa.egii darvaaza khulaa rah jaa.egaa
Purnam Allahabadi
sher
KHayaal-e-yaar salaamat tujhe KHudaa rakkhetire baGair kabhii ghar me.n raushnii na hu.ii
Jigar Moradabadi
sher
KHayaal-e-yaar salaamat tujhe KHudaa rakkhetire baGair kabhii ghar me.n raushnii na hu.ii
Jigar Moradabadi
sher
'naadir' firaaq-e-yaar me.n majnuu.n to ban gayaaKHaana-badosh baiT kahii.n teraa ghar bhii hai
Nadir Dehlvi
sher
Hasrat Mohani
sher
go hu.e furqat kabhii to kyaa jamaal-e-yaar sedam-ba-dam un kii mohabbat dil me.n ghar paatii rahii
Mardan Safi
sher
Abdul Hadi Kavish
sher
be-ḳhudī meñ bhī tirā naam liye jaate haiñrog ye kaisā lagā hai tire mastāne ko
Fana Bulandshahri
sher
nigaah-e-yaar jise aashnaa-e-raaz karevo apnii KHuubii-e-qismat pe kyuu.n na naaz kare
Hasrat Mohani
sher
qanaa.at duusre ke aasare kaa naam hai 'muztar'KHudaa hai jo ko.ii hadd-e-tavakkul se nikal aayaa
Muztar Khairabadi
sher
kis tarah chhoḌ duuñ ai yaar maiñ chāhat terīmere īmān kā hāsil hai mohabbat terī
Fana Bulandshahri
sher
Raqim Dehlvi
sher
shaad ke naam se har ra.nj-o-KHushii ho ke 'riyaaz'sadr-e-aazam ko shab-o-roz du.aa detaa hai