SEARCH RESULTS
Showing search results for "निगाह-ए-शौक़"
SHER MATCHES FOR "निगाह-ए-शौक़"
sher
निकल कर ज़ुल्फ़ से पहुँचूँगा क्यूँकर मुसहफ़-ए-रुख़ पर
अकेला हूँ अँधेरी रात है और दूर मंज़िल है
Akbar Warsi Meerthi
sher
nigaah-e-yaar jise aashnaa-e-raaz kare
vo apnii KHuubii-e-qismat pe kyuu.n na naaz kare
Hasrat Mohani
sher
misl-e-nigaah ghar se na baahar rakhaa qadam
phir aa.e har taraf ye jahaa.n ke tahaa.n rahe
Meer Muhammad Bedar
sher
ka.abe me.n KHayaal-e-ruKH-e-nekuu-e-alii hai
allaah ke ghar me.n nazar suu-e-alii hai
Riyaz Khairabadi
sher
Afqar Mohani
sher
kuduurat-e-dil-e-maashuuq-e-gul-e-'izaar huu.n mai.n
havaa u.Daa na sake jisko vo Gubaar huu.n mai.n
Najeeb Lakhnavi
sher
shauKHii-e-ra.ng-e-gul-e-ruKHsaar us per KHatm hai
aks se lala-e-yaman hiire kaa bu.ndaa ho gayaa
Barq Lakhnavi
sher
na puuchh haal-e-shab-e-Gam na puuchh ai 'purnam'
bahaa.e jaate hai.n aa.nsuu bahaa.e jaate hai.n
Purnam Allahabadi
sher
asiir-e-halqa-e-gesuu-e-yaar ham bhii hai.n
kisii ke tiir-e-nazar ke shikaar ham bhii hai.n
Shah Aiyub Abdali
sher
Afqar Mohani
sher
Jigar Moradabadi
sher
aur haiñ jin ko hai ḳhabt-e-ishq-e-hūrān-e-jināñ
ham ko saudā-e-havā-e-gulshan-e-jannat nahīñ
Arsh Gayavi
sher
Arsh Gayavi
sher
kuchh KHabar hai tujh ko ai aasuuda-e-KHvaab-e-lahad
shab jo terii yaad me.n ham taa-sahar royaa ka.e
Hasrat Mohani
sher
shaidaa-e-ruu-e-gul na hai shaidaa-e-qad-e-sarv
sayyaad ke shikaar hai.n is bostaa.n me.n ham