SEARCH RESULTS
Showing search results for "निस-दिन"
SHER MATCHES FOR "निस-दिन"
sher
jis din se buu-e-zulf le aa.ii hai apne saathis gulshan-e-jahaa.n me.n hu.aa huu.n sabaa-parast
Khwaja Ruknuddin Ishq
sher
ek din tujh ko dikhā.ūñgā maiñ in ḳhūbāñ kodāvā-e-yūsufī karte to haiñ iz.hār bahut
Meer Muhammad Bedar
sher
vo kaun din hai ki Gairo.n ko KHat nahii.n likhtaaqalam ke ban ko lage aag aur jale kaaGaz
Ehsanullah Khan Bayan
sher
zamaana ko badalne do KHudaa vo din bhii kar degaatamaashaa dekh lenaa ham se karte iltijaa tum ho
Raqim Dehlvi
sher
zamaana ko badalne do KHudaa vo din bhii kar degaatamaashaa dekh lenaa ham se karte iltijaa tum ho
Raqim Dehlvi
sher
balaa hai qabr kii shab is se ba.Dh ke hashr ke dinna aa.uu.n hosh me.n itnii mujhe pilaa denaa
Riyaz Khairabadi
sher
ek din aisaa bhii hogaa intizaar-e-yaar me.nnii.nd aa jaa.egii darvaaza khulaa rah jaa.egaa
Purnam Allahabadi
sher
raat-din a.ng.Daa.iyaa.n vo le.n merii aaGosh me.njin hasiino.n ke liye paidaa ye a.ng.Daa.ii hu.ii
Riyaz Khairabadi
sher
din intizaar kaa to kaTaa jis tarah kaTaalekin kiso tarah na kaTii raat rah ga.ii
Khwaja Meer Asar
sher
hashr ke din imtihaa.n pesh-e-KHudaa do.no kaa hailutf hai unkii jafaa merii vafaa se kam rahe
Mirza Fida Ali Shah Manan
sher
ban jaa.egaa allaah kaa ghar KHud hii kisii dinfilhaal 'fanaa' ko sanam-KHaana kahe.nge
Fana Nizami Kanpuri
sher
tere mizaaj me.n ek din bhii barhamii na hu.iiKHushii kii baat thii lekin mujhe KHushii na hu.ii