SEARCH RESULTS
Showing search results for "लज़्ज़त-ए-आज़ार-ए-मोहब्बत"
SHER MATCHES FOR "लज़्ज़त-ए-आज़ार-ए-मोहब्बत"
sher
निकल कर ज़ुल्फ़ से पहुँचूँगा क्यूँकर मुसहफ़-ए-रुख़ पर
अकेला हूँ अँधेरी रात है और दूर मंज़िल है
Akbar Warsi Meerthi
sher
mahakne ko gul-e-mohabbat dil me.n hai apne
khaTakne ko hai KHaar-e-hasrat-e-diidaar aa.nkho.n me.n
Kaifi Hyderabadi
sher
Faqeer Qadri
sher
shikva hai kufr ahl-e-mohabbat ke vaaste
har ik jafaa-e-dost pe shukraana chaahiye
Bedam Shah Warsi
sher
Abdul Hadi Kavish
sher
Muztar Khairabadi
sher
ik lafz-e-mohabbat kaa adnaa ye fasaanaa hai
simTe to dil aashiq phaile to zamaanaa hai
Jigar Moradabadi
sher
ajab hai.n ye raaz-o-niyaaz-e-mohabbat
KHafaa kyuu.n hu.e vo hai.n is par KHafaa ham
Hasrat Mohani
sher
Abdul Hadi Kavish
sher
ra.ng laa.egaa miraa soz-e-mohabbat qabr me.n
ustuKHvaa.n ho jaa.egaa sho.ale kafan jal jaa.egaa
Sanjar Ghazipuri
sher
‘bedaar’ kauu.n kis ko me.n iz.haar-e-mohabbat
bas dil hai miraa mahram-e-asraar-e-mohabbat
Meer Muhammad Bedar
sher
Jigar Moradabadi
sher
ai sham-e-dil-afroz shab-e-taar-e-mohabbat
tujh se hii hai ye garmii-e-baazaar-e-mohabbat
Meer Muhammad Bedar
sher
Najeeb Lakhnavi
sher
Sadiq Dehlvi
sher
asraar-e-mohabbat kaa iz.haar hai naa-mumkin
TuuTaa hai na TuuTegaa qufl-e-dar-e-KHaamoshii
Bedam Shah Warsi
sher
Maikash Akbarabadi
sher
log kahte hai.n mohabbat me.n KHudaa miltaa hai
lekin apnii hai ye haalat ki KHudaa yaad nahii.n