SEARCH RESULTS
Showing search results for "शब-ए-महताब"
SHER MATCHES FOR "शब-ए-महताब"
sher
निकल कर ज़ुल्फ़ से पहुँचूँगा क्यूँकर मुसहफ़-ए-रुख़ परअकेला हूँ अँधेरी रात है और दूर मंज़िल है
Akbar Warsi Meerthi
sher
na puuchh haal-e-shab-e-Gam na puuchh ai 'purnam'bahaa.e jaate hai.n aa.nsuu bahaa.e jaate hai.n
Purnam Allahabadi
sher
mushtark shab se hu.aa KHuun-e-jigar ashko.n me.nraat se ra.ng badalne lage aa.nsuu apnaa
Rind Lakhnavi
sher
ye ro.ab hai chhaayaa hu.aa shaam-e-shab-e-Gam kaadetaa nahii.n aavaaz bajaane se gajar bhii
Arsh Gayavi
sher
aksar palaT ga.ii hai shab-e-intizaar mautmarne na dard-e-dil ne diyaa taa-sahar mujhe
Afqar Mohani
sher
KHayaal-e-shab-e-Gam se ghabraa rahe hai.nhame.n din ko taare nazar aa rahe hai.n
Riyaz Khairabadi
sher
Qamar Jalalvi
sher
ro ke farmaate hai.n vo shab ko jo ham yaad aa.egoshaa-e-qabr me.n sote hai.n jagaane vaale
Sheerin Lakhnavi
sher
vasl me.n gesuu-e-shab-guu.n ne chhupaa.ii aarizlailatul-qadr me.n kyuu.n chaa.nd nikalne na diyaa
Kausar Khairabadi
sher
ek shab tuu baiTh mere halqa-e-aaGosh me.nyaar-e-mah-paikar qadam haale se mat baahar uThaa
Shah Naseer
sher
ai sham-e-dil-afroz shab-e-taar-e-mohabbattujh se hii hai ye garmii-e-baazaar-e-mohabbat
Meer Muhammad Bedar
sher
kuchh aavaaze.n aatii hai.n sunsaan shab me.nab un se bhii KHaalii bayaabaa.n hu.e hai.n
Riyaz Khairabadi
sher
vasl kii shab ho chukii ruKHsat qamar hone lagaaaaftaab-e-roz-e-mahshar jalva-gar hone lagaa