SEARCH RESULTS
Showing search results for "शब-हा-ए-हिज्र"
SHER MATCHES FOR "शब-हा-ए-हिज्र"
sher
निकल कर ज़ुल्फ़ से पहुँचूँगा क्यूँकर मुसहफ़-ए-रुख़ परअकेला हूँ अँधेरी रात है और दूर मंज़िल है
Akbar Warsi Meerthi
sher
na puuchh haal-e-shab-e-Gam na puuchh ai 'purnam'bahaa.e jaate hai.n aa.nsuu bahaa.e jaate hai.n
Purnam Allahabadi
sher
dekhte the taKHta-e-gul-haa-e-aatish kii bahaarjis tarah yaaro KHaliilullaah payambar aag me.n
Shah Naseer
sher
mushtark shab se hu.aa KHuun-e-jigar ashko.n me.nraat se ra.ng badalne lage aa.nsuu apnaa
Rind Lakhnavi
sher
ye ro.ab hai chhaayaa hu.aa shaam-e-shab-e-Gam kaadetaa nahii.n aavaaz bajaane se gajar bhii
Arsh Gayavi
sher
aksar palaT ga.ii hai shab-e-intizaar mautmarne na dard-e-dil ne diyaa taa-sahar mujhe
Afqar Mohani
sher
KHayaal-e-shab-e-Gam se ghabraa rahe hai.nhame.n din ko taare nazar aa rahe hai.n
Riyaz Khairabadi
sher
Qamar Jalalvi
sher
hijr ke aalaam se chhuuTuu.n ye qismat me.n nahii.nmaut bhii aane kaa gar vaa'da kare baavar n ho
Raza Firangi Mahali
sher
Khwaja Ruknuddin Ishq
sher
ro ke farmaate hai.n vo shab ko jo ham yaad aa.egoshaa-e-qabr me.n sote hai.n jagaane vaale
Sheerin Lakhnavi
sher
Bedam Shah Warsi
sher
vasl me.n gesuu-e-shab-guu.n ne chhupaa.ii aarizlailatul-qadr me.n kyuu.n chaa.nd nikalne na diyaa
Kausar Khairabadi
sher
jal hii gayaa firaaq tuu aatish se hijr kiiaa.nkho.n me.n mirii rah na sakaa yaaro intizaar