SEARCH RESULTS
Showing search results for "शरीक-ए-सुख़न"
SHER MATCHES FOR "शरीक-ए-सुख़न"
sher
निकल कर ज़ुल्फ़ से पहुँचूँगा क्यूँकर मुसहफ़-ए-रुख़ परअकेला हूँ अँधेरी रात है और दूर मंज़िल है
Akbar Warsi Meerthi
sher
tum ho sharīk-e-ġham to mujhe koī ġham nahīñduniyā bhī mire vāste jannat se kam nahīñ
Fana Bulandshahri
sher
tum ho sharīk-e-ġham to mujhe koī ġham nahīñduniyā bhī mire vāste jannat se kam nahīñ
Fana Bulandshahri
sher
haa.e us mard kii qismat jo hu.aa dil kaa shariikhaa.e us dil kaa muqaddar jo banaa dil meraa
Jigar Moradabadi
sher
aish-o-ishrat vasl-o-raahat sab KHushii me.n shariikbe-kasii me.n aah ko.ii puuchhne vaalaa nahii.n
Mirza Fida Ali Shah Manan
sher
ka.abe me.n KHayaal-e-ruKH-e-nekuu-e-alii haiallaah ke ghar me.n nazar suu-e-alii hai
Riyaz Khairabadi
sher
Afqar Mohani
sher
kuduurat-e-dil-e-maashuuq-e-gul-e-'izaar huu.n mai.nhavaa u.Daa na sake jisko vo Gubaar huu.n mai.n
Najeeb Lakhnavi
sher
shauKHii-e-ra.ng-e-gul-e-ruKHsaar us per KHatm haiaks se lala-e-yaman hiire kaa bu.ndaa ho gayaa
Barq Lakhnavi
sher
na puuchh haal-e-shab-e-Gam na puuchh ai 'purnam'bahaa.e jaate hai.n aa.nsuu bahaa.e jaate hai.n
Purnam Allahabadi
sher
asiir-e-halqa-e-gesuu-e-yaar ham bhii hai.nkisii ke tiir-e-nazar ke shikaar ham bhii hai.n
Shah Aiyub Abdali
sher
Afqar Mohani
sher
Jigar Moradabadi
sher
aur haiñ jin ko hai ḳhabt-e-ishq-e-hūrān-e-jināñham ko saudā-e-havā-e-gulshan-e-jannat nahīñ
Arsh Gayavi
sher
Arsh Gayavi
sher
kuchh KHabar hai tujh ko ai aasuuda-e-KHvaab-e-lahadshab jo terii yaad me.n ham taa-sahar royaa ka.e
Hasrat Mohani
sher
shaidaa-e-ruu-e-gul na hai shaidaa-e-qad-e-sarvsayyaad ke shikaar hai.n is bostaa.n me.n ham