SEARCH RESULTS
Showing search results for "हल्क़ा-ए-दाम-ए-हवा-ए-गुल"
SHER MATCHES FOR "हल्क़ा-ए-दाम-ए-हवा-ए-गुल"
sher
निकल कर ज़ुल्फ़ से पहुँचूँगा क्यूँकर मुसहफ़-ए-रुख़ परअकेला हूँ अँधेरी रात है और दूर मंज़िल है
Akbar Warsi Meerthi
sher
shauKHii-e-ra.ng-e-gul-e-ruKHsaar us per KHatm haiaks se lala-e-yaman hiire kaa bu.ndaa ho gayaa
Barq Lakhnavi
sher
mahakne ko gul-e-mohabbat dil me.n hai apnekhaTakne ko hai KHaar-e-hasrat-e-diidaar aa.nkho.n me.n
Kaifi Hyderabadi
sher
kuduurat-e-dil-e-maashuuq-e-gul-e-'izaar huu.n mai.nhavaa u.Daa na sake jisko vo Gubaar huu.n mai.n
Najeeb Lakhnavi
sher
Fani Badayuni
sher
dekhte the taKHta-e-gul-haa-e-aatish kii bahaarjis tarah yaaro KHaliilullaah payambar aag me.n
Shah Naseer
sher
shaidaa-e-ruu-e-gul na hai shaidaa-e-qad-e-sarvsayyaad ke shikaar hai.n is bostaa.n me.n ham
Khwaja Haidar Ali Aatish
sher
kyuu.n na rashk aa.e gul-e-surKH pe shabnam ko dekhki meraa ashk terii kaan kaa gauhar na hu.aa
Shah Naseer
sher
bikii mai bahut fasl-e-gul me.n garaa.njo sach puuchho phir bhii ye sastii rahii
Riyaz Khairabadi
sher
shāḳh-e-gul hiltī nahīñ ye bulbuloñ ko baaġh meñhaath apne ke ishāre se bulātī hai bahār
Mirza Mazhar Jan-e-Janan
sher
vo fasl-e-gul me.n dil ko jalaa kar chale gayeis martaba to aag lagaa dii bahaar ne
Kamil Shattari
sher
gul hī tanhā na ḳhajil hai ruḳh-e-rañgīñ se tirenargis āñkhoñ ke tire sāmne sharmātī hai
Meer Muhammad Bedar
sher
martā huuñ mīrzā.i-e-gul dekh har saharsūraj ke haath chunarī to pañkhā sabā ke haath