SEARCH RESULTS
Showing search results for "हाल-ए-दिल-ए-ज़ार"
SHER MATCHES FOR "हाल-ए-दिल-ए-ज़ार"
sher
निकल कर ज़ुल्फ़ से पहुँचूँगा क्यूँकर मुसहफ़-ए-रुख़ परअकेला हूँ अँधेरी रात है और दूर मंज़िल है
Akbar Warsi Meerthi
sher
hāl-e-dil hai koī ḳhvāb-āvar fasāna to nahīñniiñd abhī se tum ko ai yārān-e-mahfil aa ga.ī
Hafeez Hoshiarpuri
sher
kis tarah hāl-e-dil kahūñ us gul se baaġh meñphirtī hai us ke saath to har-dam sabā lagī
Meer Muhammad Bedar
sher
na puuchh haal-e-shab-e-Gam na puuchh ai 'purnam'bahaa.e jaate hai.n aa.nsuu bahaa.e jaate hai.n
Purnam Allahabadi
sher
kis ko sunā.ūñ hāl-e-ġham koī ġham-āshnā nahīñaisā milā hai dard-e-dil jis kī koī davā nahīñ
Fana Bulandshahri
sher
mahakne ko gul-e-mohabbat dil me.n hai apnekhaTakne ko hai KHaar-e-hasrat-e-diidaar aa.nkho.n me.n
Kaifi Hyderabadi
sher
kuduurat-e-dil-e-maashuuq-e-gul-e-'izaar huu.n mai.nhavaa u.Daa na sake jisko vo Gubaar huu.n mai.n
Najeeb Lakhnavi
sher
kuchh to kar KHauf-e-KHudaa dil me.n ai zaalim apnedil-e-ushshaaq ko is tarah se barbaad na kar
Banke Lal
sher
dil hai vahii dil jis me.n bharaa nuur-e-KHudaa hosar hai vahii jo ka.aba-e-tasliim-o-razaa ho
Ibrahim Aajiz
sher
dil hai vahii dil jis me.n bharaa nuur-e-KHudaa hosar hai vahii jo ka.aba-e-tasliim-o-razaa ho
Ibrahim Aajiz
sher
daastaan-e-Gam-e-dil un ko sunaa.ii na ga.iibaat big.Dii thii kuchh aisii ki banaa.ii na ga.ii
Jigar Moradabadi
sher
Bedam Shah Warsi
sher
‘dard’ ke dil ko banaa maKHzan-e-favvaara-e-nuurmerii taariikii-e-qismat ke ujaale saaqii
Dard Kakorvi
sher
Shah Naseer
sher
Faqeer Qadri
sher
vo fasl-e-gul me.n dil ko jalaa kar chale gayeis martaba to aag lagaa dii bahaar ne