SEARCH RESULTS
Showing search results for "हुस्न-ए-दो-आलम"
SHER MATCHES FOR "हुस्न-ए-दो-आलम"
sher
निकल कर ज़ुल्फ़ से पहुँचूँगा क्यूँकर मुसहफ़-ए-रुख़ परअकेला हूँ अँधेरी रात है और दूर मंज़िल है
Akbar Warsi Meerthi
sher
dilo.n ko fikr-e-do-aalam se kar diyaa aazaadtire junuu.n kaa KHudaa silsila daraaz kare
Hasrat Mohani
sher
vo bahr-e-husn shāyad baaġh meñ āvegā ai 'ehsā۔n'ki favvāra ḳhushī se aaj do do gaz uchhaltā hai
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
sher
KHat ke aane se pa.Daa hai shor mulk-e-husn me.ndaan kar suuraj-gahan kahte hai.n ai dilbar lagaa
Shah Naseer
sher
chashm-e-haqiiqat-e-aashnaa dekhe jo husn kii kitaabdaftar-e-sad-hadiis-e-raaz har varaq-e-majaaz ho
Bedam Shah Warsi
sher
hairat-e-ishq mirī husn kā ā.īna haidekhne vaale kahāñ se haiñ kahāñ tak pahuñche
Hafeez Hoshiarpuri
sher
karishmaa-saazi-e-husn-e-azal are taubamiraa hii aa.iina mujh ko dikhaa ke luuT liyaa
Jigar Moradabadi
sher
husn-e-asiir-e-rasm hai 'ishq hai iztiraab me.nmumkin kahaa.n sukuu.n mile saamnaa ho hijaab me.n
Nasar Balkhi
sher
sab tamaashe aap me.n hai.n dekh lo aur chho.D dokoh kii taftiish ban kar fikr-e-gulshan kii talaash
Akbar Warsi Meerthi
sher
dekh ai chaman-e-husn tujhe baaG me.n KHandaa.nshabnam nahii.n ye gul pe KHajaalat se araq hai
Meer Muhammad Bedar
sher
Kamil Shattari
sher
iid se bhii kahii.n ba.Dh kar hai KHushii aalam me.njab se mash.huur hu.ii hai KHabar-e-aamad-e-yaar
Ibrahim Aajiz
sher
zamaana ko badalne do KHudaa vo din bhii kar degaatamaashaa dekh lenaa ham se karte iltijaa tum ho
Raqim Dehlvi
sher
zamaana ko badalne do KHudaa vo din bhii kar degaatamaashaa dekh lenaa ham se karte iltijaa tum ho
Raqim Dehlvi
sher
Khwaja Ruknuddin Ishq
sher
'ishq vahii ta.Dap vahii husn vahii adaa vahiihusn kii ibtidaa vahii 'ishq kii intihaa vahii