SEARCH RESULTS
Showing search results for "हुस्न-ओ-रानाई-ए-अंदाज़-ए-बयाँ"
SHER MATCHES FOR "हुस्न-ओ-रानाई-ए-अंदाज़-ए-बयाँ"
sher
निकल कर ज़ुल्फ़ से पहुँचूँगा क्यूँकर मुसहफ़-ए-रुख़ परअकेला हूँ अँधेरी रात है और दूर मंज़िल है
Akbar Warsi Meerthi
sher
vo bahr-e-husn shāyad baaġh meñ āvegā ai 'ehsā۔n'ki favvāra ḳhushī se aaj do do gaz uchhaltā hai
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
sher
jazbaat kaa bayaa.n hai sharh-e-Gam-e-nihaa.n haimaqbuul ho na kyuu.n phir 'afqar' kalaam teraa
Afqar Mohani
sher
ashko.n ne bayaa.n kar hii diyaa raaz-e-tamannaaham soch rahe the abhii iz.haar kii suurat
Wasif Ali Wasif
sher
chashm-e-haqiiqat-e-aashnaa dekhe jo husn kii kitaabdaftar-e-sad-hadiis-e-raaz har varaq-e-majaaz ho
Bedam Shah Warsi
sher
KHat ke aane se pa.Daa hai shor mulk-e-husn me.ndaan kar suuraj-gahan kahte hai.n ai dilbar lagaa
Shah Naseer
sher
karishmaa-saazi-e-husn-e-azal are taubamiraa hii aa.iina mujh ko dikhaa ke luuT liyaa
Jigar Moradabadi
sher
hairat-e-ishq mirī husn kā ā.īna haidekhne vaale kahāñ se haiñ kahāñ tak pahuñche
Hafeez Hoshiarpuri
sher
dekh ai chaman-e-husn tujhe baaG me.n KHandaa.nshabnam nahii.n ye gul pe KHajaalat se araq hai
Meer Muhammad Bedar
sher
aur bhii un ne 'bayaa.n' zulm kuchh afzuud kiyaakiyaa us shoKH se tii.n ishq kaa iz.haar abas
Ehsanullah Khan Bayan
sher
ai bahaar-e-gulshan-e-naaz-o-nazaakat har taraftere aane se hu.ii hai aur bhii bustaa.n me.n dhuum