SEARCH RESULTS
Showing search results for "aaina e sikandari masnawi ameer khusrau ebooks"
SHER MATCHES FOR "aaina e sikandari masnawi ameer khusrau ebooks"
sher
masarrate.n bhii hai.n ai 'barq' Gam kaa aa.iinasukuun ko bhii to ham iztiraab kahte hai.n
Barq Warsi
sher
masarrate.n bhii hai.n ai 'barq' Gam kaa aa.iinasukuun ko bhii to ham iztiraab kahte hai.n
Barq Warsi
sher
Hakeem Mir Yaseen Ali
sher
vaqt-e-aaraa.ish jo kii aa.iina per usne nazarhusn KHud kahne lagaa is se hasii.n dekhaa nahii.n
Mirza Fida Ali Shah Manan
sher
aa.iina dikhaayaa to kahaa aa.iina-ruKH neaa.iine ko aa.iina dikhaayaa nahii.n jaataa
Purnam Allahabadi
sher
aa.iina aab-e-tamavvuj se bahaa jaataa haikahiye tasviir se girnaa na kahii.n dekh sambhal
Mohsin Kakorvi
sher
saath meraa teraa ai aa.iina rahtaa thaavo bhii din yaad hai.n jab saamne tuu rahtaa thaa
Jigar Warsi
sher
aa.iina ru ke saamne ham ban ke aa.iinahairaaniyo.n ka ek tmasha karen.ge ham
Maulana Abdul Qadeer Hasrat
sher
aa.iina dil kaa un ke muqaabil nahii.n rahaaab ye charaaG raunaq-e-mahfil nahii.n rahaa
Mukhtar Badayuni
sher
yaas-o-hasrat kaa tire ba.ad aa.iina rah jaa.egaajo bhii dekhegaa miraa mu.nh dekhtaa rah jaa.egaa