SEARCH RESULTS
Showing search results for "aaraa.ish-e-nazar"
SHER MATCHES FOR "aaraa.ish-e-nazar"
sher
Turab Ali Dakni
sher
hameñ to baaġh tujh bin ḳhāna-e-mātam nazar aayāidhar gul phāḌte the jaib rotī thī udhar shabnam
Khwaja Meer Dard
sher
aa.nkho.n me.n tire ghar kaa naqsha nazar aataa haika.abe kii siyah-poshii putlii se ayaa.n kar dii
Muztar Khairabadi
sher
jahaa.n qudrat kisii se pher letii hai nazar apnīvahii.n insaan kii be-maa.egii ma.aluum hotii hai
Kamil Shattari
sher
vaqt-e-aaraa.ish jo kii aa.iina per usne nazarhusn KHud kahne lagaa is se hasii.n dekhaa nahii.n
Mirza Fida Ali Shah Manan
sher
ai 'arsh' aa.o KHaak me.n dillii ke so rahe.nmiT kar bhii KHvaab-gaah ye ahl-e-hunar kii hai
Arsh Gayavi
sher
usii ko kaamyaab-e-diid kahte hai.n nazar vaalevo aashiq jo halaak-e-hasrat-e-diidaar ho jaa.e
Afqar Mohani
sher
jis kii nazar 'ishq' ke uupar pa.Diichashm ke ta.ii.n apnii vo tar kar gayaa
Khwaja Ruknuddin Ishq
sher
ab to nazar me.n daulat-e-kaunain hech haijab tujh ko paa liyaa dil-e-ummiid-vaar ne
Bedar Shah Warsi
sher
nazar-afzo.ii-e-sham-e-tajallii ai zahe-qismatkahaa.n bazm-e-jamaal un kii kahaa.n parvaangii apnii