SEARCH RESULTS
Showing search results for "ahl-e-qalam"
SHER MATCHES FOR "ahl-e-qalam"
sher
ai ġham mujhe yaañ ahl-e-ta.ayyush ne hai gherāis bhiiḌ meñ tū ai mire ġham-ḳhvār kahāñ hai
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
sher
sunaa hai ham ne bahut kuchh kaliim ke mu.nh seham aa.e.n to hame.n aavaaz hii sunaa denaa
Riyaz Khairabadi
sher
vaaqif hai.n raaz-e-ishq se ahl-e-chaman ki gulsun kar miraa afsaana-e-Gam muskuraa diyaa
Wali Warsi
sher
Kausar Khairabadi
sher
gu.ng ho jaa.e.n bas ik aan me.n sab ahl-e-zabaa.nek ummii ko jo tuu ilm kaa masdar kar de
Sattar Warsi
sher
ahl-e-jafaa ne phir na uThaayaa jafaa se haathlazzat-shanaas-e-zulm-o-sitam dekh kar mujhe
Afqar Mohani
sher
shikva hai kufr ahl-e-mohabbat ke vaastehar ik jafaa-e-dost pe shukraana chaahiye
Bedam Shah Warsi
sher
ahl-e-mahfil ho.n na ho.n dil to mujassam gosh haiqissa-e-Gam raat-bhar 'haamid' sunaate jaa.iye
Hamid Warsi
sher
nazar-afzo.ii-e-sham-e-tajallii ai zahe-qismatkahaa.n bazm-e-jamaal un kii kahaa.n parvaangii apnii
Zaki Warsi
sher
ai sham-e-dil-afroz shab-e-taar-e-mohabbattujh se hii hai ye garmii-e-baazaar-e-mohabbat
Mir Muhammad Bedar
sher
ai asiiraan-e-qafas aane ko hai fasl-e-KHizaa.nchaar-din me.n aur gulshan kii havaa ho jaa.egii
Riyaz Khairabadi
sher
ai asiiraan-e-qafas aane ko hai fasl-e-KHizaa.nchaar-din me.n aur gulshan kii havaa ho jaa.egii
Riyaz Khairabadi
sher
ai bahaar-e-gulshan-e-naaz-o-nazaakat har taraftere aane se hu.ii hai aur bhii bustaa.n me.n dhuum
Mir Muhammad Bedar
sher
sadqe ai qaatil tire mujh tishna-e-diidaar kiitishnagii jaatii rahii aab-e-dam-e-shamshiir se