SEARCH RESULTS
Showing search results for "akseer e hidayat unknown author ebooks"
SHER MATCHES FOR "akseer e hidayat unknown author ebooks"
sher
aksar palaT ga.ii hai shab-e-intizaar mautmarne na dard-e-dil ne diyaa taa-sahar mujhe
Afqar Mohani
sher
ai sham-e-dil-afroz shab-e-taar-e-mohabbattujh se hii hai ye garmii-e-baazaar-e-mohabbat
Meer Muhammad Bedar
sher
nazar-afzo.ii-e-sham-e-tajallii ai zahe-qismatkahaa.n bazm-e-jamaal un kii kahaa.n parvaangii apnii
Zaki Warsi
sher
Ahmad Raza Khan
sher
hosh kii baate.n vahii kartaa hai aksar hosh me.nKHud bhii jo mahbuub ho mahbuub kii aaGosh me.n
Aziz Warsi Dehlvi
sher
Ibrahim Aajiz
sher
ai asiiraan-e-qafas aane ko hai fasl-e-KHizaa.nchaar-din me.n aur gulshan kii havaa ho jaa.egii
Riyaz Khairabadi
sher
ai asiiraan-e-qafas aane ko hai fasl-e-KHizaa.nchaar-din me.n aur gulshan kii havaa ho jaa.egii
Riyaz Khairabadi
sher
ai bahaar-e-gulshan-e-naaz-o-nazaakat har taraftere aane se hu.ii hai aur bhii bustaa.n me.n dhuum
Meer Muhammad Bedar
sher
kuchh KHabar hai tujh ko ai aasuuda-e-KHvaab-e-lahadshab jo terii yaad me.n ham taa-sahar royaa ka.e
Hasrat Mohani
sher
sadqe ai qaatil tire mujh tishna-e-diidaar kiitishnagii jaatii rahii aab-e-dam-e-shamshiir se
Bedam Shah Warsi
sher
na puuchh haal-e-shab-e-Gam na puuchh ai 'purnam'bahaa.e jaate hai.n aa.nsuu bahaa.e jaate hai.n
Purnam Allahabadi
sher
Ameer Minai
sher
gulshan-e-jannat kī kyā parvā hai ai rizvāñ unheñhaiñ jo mushtāq-e-bahisht-e-jāvedān-e-kū-e-dost