SEARCH RESULTS
Showing search results for "armughan e hijaz farsi ma sharh allama iqbal ebooks"
SHER MATCHES FOR "armughan e hijaz farsi ma sharh allama iqbal ebooks"
sher
lafz-e-ulfat kii mukammal sharh ik teraa vajuudaashiqii me.n to.D Daalii.n zaahirii saarii quyuud
Aziz Warsi Dehlvi
sher
jazbaat kaa bayaa.n hai sharh-e-Gam-e-nihaa.n haimaqbuul ho na kyuu.n phir 'afqar' kalaam teraa
Afqar Mohani
sher
vafuur-e-be-ḳhudii-e-bazm-e-mai na puuchho raatko.ii ba-juz nigah-e-yaar hoshiyaar na thaa
Aasi Ghazipuri
sher
bikii mai bahut fasl-e-gul me.n garaa.njo sach puuchho phir bhii ye sastii rahii
Riyaz Khairabadi
sher
ik qatra-e-mai de kar vahdat me.n Duboyaa haisaaqii ne mirii kashtii dariyaa me.n ravaa.n kar dii
Muztar Khairabadi
sher
Ibrahim Aajiz
sher
mai se chulluu bhar de saaqii jaam kaa kyaa intizaarabr aayaa jhuum kar mauqa nahii.n taaKHiir kaa
Arsh Gayavi
sher
Muztar Khairabadi
sher
ai sham-e-dil-afroz shab-e-taar-e-mohabbattujh se hii hai ye garmii-e-baazaar-e-mohabbat
Mir Muhammad Bedar
sher
nazar-afzo.ii-e-sham-e-tajallii ai zahe-qismatkahaa.n bazm-e-jamaal un kii kahaa.n parvaangii apnii
Zaki Warsi
sher
Ahmad Raza Khan
sher
ai asiiraan-e-qafas aane ko hai fasl-e-KHizaa.nchaar-din me.n aur gulshan kii havaa ho jaa.egii
Riyaz Khairabadi
sher
ai asiiraan-e-qafas aane ko hai fasl-e-KHizaa.nchaar-din me.n aur gulshan kii havaa ho jaa.egii
Riyaz Khairabadi
sher
ai bahaar-e-gulshan-e-naaz-o-nazaakat har taraftere aane se hu.ii hai aur bhii bustaa.n me.n dhuum
Mir Muhammad Bedar
sher
kuchh KHabar hai tujh ko ai aasuuda-e-KHvaab-e-lahadshab jo terii yaad me.n ham taa-sahar royaa ka.e