SEARCH RESULTS
Showing search results for "baais khwaja ki chaukhat syed ruknuddin nizami ebooks"
SHER MATCHES FOR "baais khwaja ki chaukhat syed ruknuddin nizami ebooks"
sher
Khwaja Ruknuddin Ishq
sher
jis kii nazar 'ishq' ke uupar pa.Dii
chashm ke ta.ii.n apnii vo tar kar gayaa
Khwaja Ruknuddin Ishq
sher
sarsabz gul kii rakhe KHudaa har ravish bahaar
ai baaGbaa.n nasiib ho tujh ko balaa-e-gul
Khwaja Ruknuddin Ishq
sher
sarsabz gul kii rakhe KHudaa har ravish bahaar
ai baaGbaa.n nasiib ho tujh ko balaa-e-gul
Khwaja Ruknuddin Ishq
sher
us bulbul-e-asiir kii hasrat pe daaG huu.n
mar hii ga.ii qafas me.n sunii jab sadaa-e-gul
Khwaja Ruknuddin Ishq
sher
aatish se gul kii daaG magar 'ishq' khaa.e the
aa.ii jo peshvaa tujhe lene ko nau-bahaar
Khwaja Ruknuddin Ishq
sher
jal hii gayaa firaaq tuu aatish se hijr kii
aa.nkho.n me.n mirii rah na sakaa yaaro intizaar
Khwaja Ruknuddin Ishq
sher
gulzaar me.n duniyaa ke huu.n jo naKHl-e-bhuchampaa
KHvaahish na samar kii na miyaa.n KHauf qahr kaa
Khwaja Ruknuddin Ishq
sher
is chaman kii sair me.n ai gul-ezaar
'ishq' kii aa.nkho.n me.n tuufaa.n yaa-nasiib
Khwaja Ruknuddin Ishq
sher
is chaman kii sair me.n ai gul-ezaar
'ishq' kii aa.nkho.n me.n tuufaa.n yaa-nasiib
Khwaja Ruknuddin Ishq
sher
Wasif Ali Wasif
sher
mai.n haath me.n huu.n baad ke maanind par-e-kaah
paaband na ghar kaa huu.n na mushtaaq safar kaa
Khwaja Ruknuddin Ishq
sher
Khwaja Ruknuddin Ishq
sher
kuchh aarzuu se kaam nahii.n 'ishq' ko sabaa
manzuur us ko hai vahii jo ho razaa-e-gul
Khwaja Ruknuddin Ishq
sher
mar hii ga.e jafaa.o.n se qaatil ta.Dap-ta.Dap
mai.n kyaa ki aur kitne hii bismil ta.Dap-ta.Dap
Khwaja Ruknuddin Ishq
sher
Khwaja Ruknuddin Ishq
sher
is ta.ng-naa-e-dahr se baahar qadam ko rakh
hai aasmaa.n zamii.n se pare vus.at-e-mazaar
Khwaja Ruknuddin Ishq
sher
shaayad ki yahī aa.nsuu kaam aa.e.n mohabbat me.n
ham apnii mataa-e-Gam barbaad nahii.n karte