SEARCH RESULTS
Showing search results for "badaam"
SHER MATCHES FOR "badaam"
sher
nahii.n thamte nahii.n thamte mire aa.nsuu 'bedam'raaz-e-dil un pe hu.aa jaataa hai ifshaa dekho
Bedam Shah Warsi
sher
ai chashm-e-tamannaa tirii ummiid bar aa.euThtaa hai naqaab-e-ruKH-e-jaanaana mubaarak
Bedam Shah Warsi
sher
'bedam' tumhaarii aa.nkhe.n hai.n kyaa arsh kaa charaaGraushan kiyaa hai naqsh-e-kaf-e-paa-e-yaar ne
Bedam Shah Warsi
sher
jho.nke nasiim-e-sub.h ke aa aa ke hijr me.nik din charaaG-e-hastii-e-aashiq bujhaa.e.nge
Bedam Shah Warsi
sher
Bedam Shah Warsi
sher
Bedam Shah Warsi
sher
gul kaa kiyaa jo chaak garebaa.n bahaar nedast-e-junuu.n lage mire kap.De utaarne
Bedam Shah Warsi
sher
us parde me.n to kitne garebaan chaak hai.nvo be-hijaab ho.n to KHudaa jaane kyaa na ho
Bedam Shah Warsi
sher
ham ra.nj bhii paane par mamnuun hii hote hai.nham se to nahii.n mumkin ehsaan-fraamoshii
Bedam Shah Warsi
sher
'bedam'-e-KHasta hai kahaa.n asl me.n ko.ii aur haizamzama-sanj be-KHudii naGma-taraaz saaz-e-ishq