SEARCH RESULTS
Showing search results for "dard-e-dil"
SHER MATCHES FOR "dard-e-dil"
sher
kaun hai kis se karuu.n dard-e-dil apnaa iz.haar
chaahtaa huu.n ki suno tum to kahaa.n sunte ho
Meer Muhammad Bedar
sher
Ameer Minai
sher
‘dard’ ke dil ko banaa maKHzan-e-favvaara-e-nuur
merii taariikii-e-qismat ke ujaale saaqii
Dard Kakorvi
sher
Safi Aurangabadi
sher
vo zaalim hai be-dard saffaak qaatil
use dard-e-dil kaa sunaane se haasil
Mirza Fida Ali Shah Manan
sher
Ahmad Raza Khan
sher
Bedam Shah Warsi
sher
ai 'turaab' jab gul-badan ke dard suu.n giryaa.n kiyaa
daaman-e-gul par miraa har ashk durdaana hu.aa
Turab Ali Dakni
sher
pūchhā maiñ dard se ki batā tū sahī mujhe
ai ḳhānumāñ-ḳharāb hai tere bhī ghar kahīñ
Khwaja Meer Dard
sher
dard minnat-kash-e-darmaan-e-masiihaa na hu.aa
teraa ehsaan hai yaarab ki mai.n achchhaa na hu.aa
Muztar Khairabadi
sher
ai sham-e-dil-afroz shab-e-taar-e-mohabbat
tujh se hii hai ye garmii-e-baazaar-e-mohabbat
Meer Muhammad Bedar
sher
aah-o-fuGaa.n hai shor hai naala hai dard hai
Gam hai alam hai yaas hai lab per ha.nsii kahaa.n