SEARCH RESULTS
Showing search results for "dard-e-mushtarak"
SHER MATCHES FOR "dard-e-mushtarak"
sher
Ahmad Raza Khan
sher
ai 'turaab' jab gul-badan ke dard suu.n giryaa.n kiyaadaaman-e-gul par miraa har ashk durdaana hu.aa
Turab Ali Dakni
sher
‘dard’ ke dil ko banaa maKHzan-e-favvaara-e-nuurmerii taariikii-e-qismat ke ujaale saaqii
Dard Kakorvi
sher
pūchhā maiñ dard se ki batā tū sahī mujheai ḳhānumāñ-ḳharāb hai tere bhī ghar kahīñ
Khwaja Meer Dard
sher
dard minnat-kash-e-darmaan-e-masiihaa na hu.aateraa ehsaan hai yaarab ki mai.n achchhaa na hu.aa
Muztar Khairabadi
sher
mushtark shab se hu.aa KHuun-e-jigar ashko.n me.nraat se ra.ng badalne lage aa.nsuu apnaa
Rind Lakhnavi
sher
aah-o-fuGaa.n hai shor hai naala hai dard haiGam hai alam hai yaas hai lab per ha.nsii kahaa.n
Banke Lal
sher
Muztar Khairabadi
sher
tumhaaraa dard hai sarmaayaa-e-hayaat miraaKHudaa kare ki ye ho laa-davaa Gariibnavaaz