SEARCH RESULTS
Showing search results for "dast-e-hunar-mand"
SHER MATCHES FOR "dast-e-hunar-mand"
sher
Shah Naseer
sher
maraz-e-ishq muhaalast ki pinhaa.n maanadaah gar zabt kunam ashk-e-ravaa.n raa che ilaaj
Aziz Safipuri
sher
tere dar se na uThā huuñ na uThūñgā ai dostzindagī tere binā ḳhvāb hai afsāna hai
Fana Bulandshahri
sher
yominuuna bil-Gaib kuu.n aa.nkh muu.nd man piilsiikho guruu so.n ye jugat aa.nkh-michaunii khel
Barkatullah Pemi
sher
be-KHudii kii yahii takmiil hai shaayad ai dosttuu jo aataa hai to mai.n hosh me.n aa jaataa huu.n
Qaisar Shah Warsi
sher
ka.aba ho but-kada ho ki vo kuu-e-dost hodil teraa chaahe jis me.n usii ghar me.n jaa ke pii
Qaisar Warsi
sher
Zebunnisa Begum
sher
pahchaantaa vo ab nahii.n dushman ko dost sekis qaid se asiir-e-mohabbat rihaa hu.aa
Aasi Ghazipuri
sher
vo mal ke dast-e-hinaa.ii se dil lahuu karteham aarzuu ko hasii.n KHuun-e-aarzuu karte
Riyaz Khairabadi
sher
nazar-afzo.ii-e-sham-e-tajallii ai zahe-qismatkahaa.n bazm-e-jamaal un kii kahaa.n parvaangii apnii
Zaki Warsi
sher
ai sham-e-dil-afroz shab-e-taar-e-mohabbattujh se hii hai ye garmii-e-baazaar-e-mohabbat
Meer Muhammad Bedar
sher
ai asiiraan-e-qafas aane ko hai fasl-e-KHizaa.nchaar-din me.n aur gulshan kii havaa ho jaa.egii
Riyaz Khairabadi
sher
ai asiiraan-e-qafas aane ko hai fasl-e-KHizaa.nchaar-din me.n aur gulshan kii havaa ho jaa.egii
Riyaz Khairabadi
sher
ai bahaar-e-gulshan-e-naaz-o-nazaakat har taraftere aane se hu.ii hai aur bhii bustaa.n me.n dhuum
Meer Muhammad Bedar
sher
sadqe ai qaatil tire mujh tishna-e-diidaar kiitishnagii jaatii rahii aab-e-dam-e-shamshiir se