SEARCH RESULTS
Showing search results for "deewan e sharaf mujaddidi abdul qadir mujaddidi ebooks"
SHER MATCHES FOR "deewan e sharaf mujaddidi abdul qadir mujaddidi ebooks"
sher
ab to mai.n raahrauv mulk-e-adam hotaa huu.n
tiraa har haal me.n haafiz hai KHudaa mere bad
Maulana Abdul Qadeer Hasrat
sher
kaar-e-majaaz mujh pe hu.aa is qadar buland
KHirqa ko chaak kar ke kyaa haa-o-huu kare.n
Ata Hussain Fani
sher
aa.iina ru ke saamne ham ban ke aa.iina
hairaaniyo.n ka ek tmasha karen.ge ham
Maulana Abdul Qadeer Hasrat
sher
tere husn kii dekh tajallii ai rashk-e-huur
suuraj kahuu.n ki chaa.nd ki nuur-e-KHudaa kahuu.n
Qadir Bakhsh Bedil
sher
Abdul Hadi Kavish
sher
hame.n hai ghar se ta.alluq ab is qadar baaqii
kabhii jo aa.e to do-din ko mehmaa.n kii tarah
Riyaz Khairabadi
sher
sharminda huu.n gunaah se apne mai.n is qadar
kyaa chashm-e-pur-gunah ko terii duu-baduu kare.n
Ata Hussain Fani
sher
is qadar yaad hai bas ishq kii ruudaad 'hayaat'
jaise dekhaa thaa kabhii KHvaab-e-pareshaa.n ko.ii
Hayat Warsi
sher
Abdul Hadi Kavish
sher
Abdul Hadi Kavish
sher
Afqar Mohani
sher
Hari Chand Akhtar
sher
Abdul Hadi Kavish
sher
chalo aa.o 'kaavish' ki kaa.ndhaa lagaa.e.n
alii kii KHudaa ne uThaa.ii hai Dolii
Abdul Hadi Kavish
sher
Abdul Hadi Kavish
sher
yahii iimaan hai apnaa yahii apnaa amal 'kaavish'
sanam ke ik ishaare par har ik shai ko luTaa denaa
Abdul Hadi Kavish
sher
bulbul sifat ai gul-badan is baaG me.n har sub.h
terii bahaaristaan kaa diivaana huu.n diivaana huu.n