SEARCH RESULTS
Showing search results for "hayat e hafiz shibli nomani ebooks"
SHER MATCHES FOR "hayat e hafiz shibli nomani ebooks"
sher
is qadar yaad hai bas ishq kii ruudaad 'hayaat'jaise dekhaa thaa kabhii KHvaab-e-pareshaa.n ko.ii
Hayat Warsi
sher
aaKHir Gam-e-hayaat ke maatam se faa.idaGam zindagii ke saath KHusii zindagii ke saath
Kamil Shattari
sher
mai.n talKHii-e-hayaat se ghabraa ke pii gayaaGam kii siyaah raat se ghabraa ke pii gayaa
Saghar Siddiqui
sher
tumhaaraa dard hai sarmaayaa-e-hayaat miraaKHudaa kare ki ye ho laa-davaa Gariibnavaaz
Kamil Shattari
sher
vo kyaa hayaat hai jo tark-e-bandagii na hu.iicharaaG jaltaa rahaa aur raushnii na hu.ii
Aziz Warsi Dehlvi
sher
raah me.n jannat 'hafiiz' aavaaz detii hii rahiiham ne mu.D kar bhii na dekhaa karbalaa jaate hu.e
Hafeez Farrukhabadi
sher
Shah Naseer
sher
shiishe me.n hasii.n baada-e-gul-faam hasii.n haimai-KHaana-e-islaam kaa har jaam hasii.n hai
Hayat Warsi
sher
mire sayyaad ko baa-vasf-e-asiirii hai ye KHaufmai.n qafas me.n bhii banaa luu.ngaa gulistaa.n ko.ii
Hayat Warsi
sher
zulfo.n kaa tasavvur salaamo.n kii hai baarishmajbuur Gam-e-ishq kii har shaam hasii.n hai
Hayat Warsi
sher
Kamil Shattari
sher
ai sham-e-dil-afroz shab-e-taar-e-mohabbattujh se hii hai ye garmii-e-baazaar-e-mohabbat
Mir Muhammad Bedar
sher
nazar-afzo.ii-e-sham-e-tajallii ai zahe-qismatkahaa.n bazm-e-jamaal un kii kahaa.n parvaangii apnii