SEARCH RESULTS
Showing search results for "hayat e khusrau mohammad saeed ahmad marharvi ebooks"
SHER MATCHES FOR "hayat e khusrau mohammad saeed ahmad marharvi ebooks"
sher
is qadar yaad hai bas ishq kii ruudaad 'hayaat'jaise dekhaa thaa kabhii KHvaab-e-pareshaa.n ko.ii
Hayat Warsi
sher
aaKHir Gam-e-hayaat ke maatam se faa.idaGam zindagii ke saath KHusii zindagii ke saath
Kamil Shattari
sher
mai.n talKHii-e-hayaat se ghabraa ke pii gayaaGam kii siyaah raat se ghabraa ke pii gayaa
Saghar Siddiqui
sher
tumhaaraa dard hai sarmaayaa-e-hayaat miraaKHudaa kare ki ye ho laa-davaa Gariibnavaaz
Kamil Shattari
sher
vo kyaa hayaat hai jo tark-e-bandagii na hu.iicharaaG jaltaa rahaa aur raushnii na hu.ii
Aziz Warsi Dehlvi
sher
aaj unke daaman per ashk mere Dhalte hai.nGam ke tez-ruu dhaare raaste badalte hai.n
Saeed Shaheedi
sher
dekhnaa zaraa hamdam raushnii hai gulshan me.naashiyaanaa jaltaa hia yaa charaaG jalte hia.n
Saeed Shaheedi
sher
Ahmad Raza Khan
sher
suurat-e-gul me.n khilkhilaa ke ha.nsaashakl-e-bulbul me.n chahchahaa dekhaa
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
sher
dil apnaa mohammad kaa kaashaana banaa Daalaauj.De hu.e is ghar ko shaahaana banaa Daalaa
Sanjar Ghazipuri
sher
shiishe me.n hasii.n baada-e-gul-faam hasii.n haimai-KHaana-e-islaam kaa har jaam hasii.n hai
Hayat Warsi
sher
mire sayyaad ko baa-vasf-e-asiirii hai ye KHaufmai.n qafas me.n bhii banaa luu.ngaa gulistaa.n ko.ii
Hayat Warsi
sher
jaan jaatii hai chalii dekh ke ye mausam-e-gulhijar-o-furqat kaa mirii jaan ye gulfaam nahii.n
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
sher
tujhe bahr-e-Gam se guzar ne ko ai 'shauq'hamaarii Gazal kaa safiina nahii.n hai