SEARCH RESULTS
Showing search results for "hayat e saadi altaf hussain hali ebooks"
SHER MATCHES FOR "hayat e saadi altaf hussain hali ebooks"
sher
is qadar yaad hai bas ishq kii ruudaad 'hayaat'jaise dekhaa thaa kabhii KHvaab-e-pareshaa.n ko.ii
Hayat Warsi
sher
aaKHir Gam-e-hayaat ke maatam se faa.idaGam zindagii ke saath KHusii zindagii ke saath
Kamil Shattari
sher
mai.n talKHii-e-hayaat se ghabraa ke pii gayaaGam kii siyaah raat se ghabraa ke pii gayaa
Saghar Siddiqui
sher
tumhaaraa dard hai sarmaayaa-e-hayaat miraaKHudaa kare ki ye ho laa-davaa Gariibnavaaz
Kamil Shattari
sher
vo kyaa hayaat hai jo tark-e-bandagii na hu.iicharaaG jaltaa rahaa aur raushnii na hu.ii
Aziz Warsi Dehlvi
sher
shiishe me.n hasii.n baada-e-gul-faam hasii.n haimai-KHaana-e-islaam kaa har jaam hasii.n hai
Hayat Warsi
sher
mire sayyaad ko baa-vasf-e-asiirii hai ye KHaufmai.n qafas me.n bhii banaa luu.ngaa gulistaa.n ko.ii
Hayat Warsi
sher
zulfo.n kaa tasavvur salaamo.n kii hai baarishmajbuur Gam-e-ishq kii har shaam hasii.n hai
Hayat Warsi
sher
KHuun-e-ushshaaq se qaatil ne na khelii holiisaf-e-maqtal me.n kabhii ra.ng uchhalne na diyaa
Kausar Khairabadi
sher
sharminda huu.n gunaah se apne mai.n is qadarkyaa chashm-e-pur-gunah ko terii duu-baduu kare.n
Ata Hussain Fani
sher
khol aa.nkh apnī dekh ayaa.n haq kaa nuur haihar barg va har shajar me.n usii kaa zuhuur hai
Ata Hussain Fani
sher
ai sham-e-dil-afroz shab-e-taar-e-mohabbattujh se hii hai ye garmii-e-baazaar-e-mohabbat
Mir Muhammad Bedar
sher
nazar-afzo.ii-e-sham-e-tajallii ai zahe-qismatkahaa.n bazm-e-jamaal un kii kahaa.n parvaangii apnii