SEARCH RESULTS
Showing search results for "hayat e waris mohammad ibraheem shaida warsi ebooks"
SHER MATCHES FOR "hayat e waris mohammad ibraheem shaida warsi ebooks"
sher
is qadar yaad hai bas ishq kii ruudaad 'hayaat'jaise dekhaa thaa kabhii KHvaab-e-pareshaa.n ko.ii
Hayat Warsi
sher
vo kyaa hayaat hai jo tark-e-bandagii na hu.iicharaaG jaltaa rahaa aur raushnii na hu.ii
Aziz Warsi Dehlvi
sher
aaKHir Gam-e-hayaat ke maatam se faa.idaGam zindagii ke saath KHusii zindagii ke saath
Kamil Shattari
sher
mai.n talKHii-e-hayaat se ghabraa ke pii gayaaGam kii siyaah raat se ghabraa ke pii gayaa
Saghar Siddiqui
sher
tumhaaraa dard hai sarmaayaa-e-hayaat miraaKHudaa kare ki ye ho laa-davaa Gariibnavaaz
Kamil Shattari
sher
shiishe me.n hasii.n baada-e-gul-faam hasii.n haimai-KHaana-e-islaam kaa har jaam hasii.n hai
Hayat Warsi
sher
misr kaa chaa.nd bhii shaidaa hai azal se un kaahusn kaa husn bhii diivaana nazar aataa hai
Purnam Allahabadi
sher
zulfo.n kaa tasavvur salaamo.n kii hai baarishmajbuur Gam-e-ishq kii har shaam hasii.n hai
Hayat Warsi
sher
mire sayyaad ko baa-vasf-e-asiirii hai ye KHaufmai.n qafas me.n bhii banaa luu.ngaa gulistaa.n ko.ii
Hayat Warsi
sher
Muhammad Akbar Warsi
sher
dil apnaa mohammad kaa kaashaana banaa Daalaauj.De hu.e is ghar ko shaahaana banaa Daalaa
Sanjar Ghazipuri
sher
Ibrahim Aajiz
sher
Ibrahim Aajiz
sher
Muhammad Akbar Warsi
sher
nazar-afzo.ii-e-sham-e-tajallii ai zahe-qismatkahaa.n bazm-e-jamaal un kii kahaa.n parvaangii apnii