SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaam-chor"
SHER MATCHES FOR "kaam-chor"
sher
kisii kii teG-e-adaa ne qazaa kaa kaam kiyaahame.n tamaam kiyaa apnaa KHuub naam kiyaa
Ameer Bakhsh Sabri
sher
Gair-e-jauhar nahii.n e'raaz se un ko kuchh kaamra.ng-o-buu per nahii.n saahib-nazraa.n jaate hai.n
Mir Muhammad Bedar
sher
diin-o-maz.hab se tire aashiq ko ab kyaa kaam haivo samajhtaa hii nahii.n kyaa kufr kyaa islaam hai
Irfan Islampuri
sher
kuchh aarzuu se kaam nahii.n 'ishq' ko sabaamanzuur us ko hai vahii jo ho razaa-e-gul
Khwaja Ruknuddin Ishq
sher
Jigar Moradabadi
sher
kaam kuchh tere bhii hote terii marzii ke KHilaafhaa.n magar mere KHudaa teraa KHudaa ko.ii nahii.n
Purnam Allahabadi
sher
shaayad ki yahī aa.nsuu kaam aa.e.n mohabbat me.nham apnii mataa-e-Gam barbaad nahii.n karte
Fana Nizami Kanpuri
sher
shaayad ki yahī aa.nsuu kaam aa.e.n mohabbat me.nham apnii mataa-e-Gam barbaad nahii.n karte
Fana Nizami Kanpuri
sher
ham giraftāroñ ko ab kyā kaam hai gulshan se lekjī nikal jaatā hai jab sunte haiñ aatī hai bahār
Mirza Mazhar Jan-e-Janan
sher
mujh se lage hai.n ishq kii azmat ko chaar chaa.ndKHud husn ko gavaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n