SEARCH RESULTS
Showing search results for "khaak-e-lahad"
SHER MATCHES FOR "khaak-e-lahad"
sher
kuchh KHabar hai tujh ko ai aasuuda-e-KHvaab-e-lahadshab jo terii yaad me.n ham taa-sahar royaa ka.e
Hasrat Mohani
sher
ye dil kii ta.Dap kyaa lahad ko hilaatiitumhe.n qabr par paa.nv dharnaa na aayaa
Riyaz Khairabadi
sher
ai 'arsh' aa.o KHaak me.n dillii ke so rahe.nmiT kar bhii KHvaab-gaah ye ahl-e-hunar kii hai
Arsh Gayavi
sher
Aziz Safipuri
sher
paa.e.nge bhalaa KHaak tirii chashm ko aahuuchiite bhii KHijaalat se chhupaate hai.n kamar aaj
Badr Kanpuri
sher
nazar-afzo.ii-e-sham-e-tajallii ai zahe-qismatkahaa.n bazm-e-jamaal un kii kahaa.n parvaangii apnii
Zaki Warsi
sher
ai sham-e-dil-afroz shab-e-taar-e-mohabbattujh se hii hai ye garmii-e-baazaar-e-mohabbat
Mir Muhammad Bedar
sher
ai asiiraan-e-qafas aane ko hai fasl-e-KHizaa.nchaar-din me.n aur gulshan kii havaa ho jaa.egii
Riyaz Khairabadi
sher
ai asiiraan-e-qafas aane ko hai fasl-e-KHizaa.nchaar-din me.n aur gulshan kii havaa ho jaa.egii
Riyaz Khairabadi
sher
ai bahaar-e-gulshan-e-naaz-o-nazaakat har taraftere aane se hu.ii hai aur bhii bustaa.n me.n dhuum
Mir Muhammad Bedar
sher
sadqe ai qaatil tire mujh tishna-e-diidaar kiitishnagii jaatii rahii aab-e-dam-e-shamshiir se