SEARCH RESULTS
Showing search results for "kulliyat e fidvi part 002 mirza mohammad ali fidvi ebooks"
SHER MATCHES FOR "kulliyat e fidvi part 002 mirza mohammad ali fidvi ebooks"
sher
Mirza Fida Ali Shah Manan
sher
hashr ke din imtihaa.n pesh-e-KHudaa dono.n kaa hailutf hai un kii jafaa merii vafaa se kam rahe
Mirza Fida Ali Shah Manan
sher
KHuun-e-naahaq kii shahaadat ke liye kaafii hai yedaaman-e-qaatil pe jo dhabbe lahuu ke jam rahe
Mirza Fida Ali Shah Manan
sher
Mirza Fida Ali Shah Manan
sher
dil apnaa mohammad kaa kaashaana banaa Daalaauj.De hu.e is ghar ko shaahaana banaa Daalaa
Sanjar Ghazipuri
sher
vahm hai shak hai gumaa.n hai baal se baariik haiis se behtar aur mazmuun-e-kamar miltaa nahii.n
Mirza Fida Ali Shah Manan
sher
vaqt-e-aaraa.ish jo kii aa.iina par us ne nazarhusn KHud kahne lagaa is se hasii.n dekhaa nahii.n
Mirza Fida Ali Shah Manan
sher
kuucha-e-qaatil me.n jaakar haath se rakkhe.n tujheo dil-e-betaab ham ne is liye paalaa nahii.n
Mirza Fida Ali Shah Manan
sher
tufail-e-aal-e-muhammad najaat hogii najiibsiyaah-kaar agar aur gunaah-gaar hu.n me.n
Najeeb Lakhnavi
sher
saamne mere hii vo jaate hai.n bazm-e-Gair me.nal-madad ai zabt mujh ko kab tak us kaa Gam rahe
Mirza Fida Ali Shah Manan
sher
KHudaa bhii usii kii taraf hogaa be-shakqayaamat me.n kyaa hogaa jaane se haasil
Mirza Fida Ali Shah Manan
sher
ai sham-e-dil-afroz shab-e-taar-e-mohabbattujh se hii hai ye garmii-e-baazaar-e-mohabbat
Mir Muhammad Bedar
sher
ai bahaar-e-gulshan-e-naaz-o-nazaakat har taraftere aane se hu.ii hai aur bhii bustaa.n me.n dhuum
Mir Muhammad Bedar
sher
Mirza Fida Ali Shah Manan
sher
martaa huu.n miirzaa.i-e-gul dekh har saharsuuraj ke haath chunarii to pa.nkhaa sabaa ke haath