SEARCH RESULTS
Showing search results for "lafz-e-sharaafat"
SHER MATCHES FOR "lafz-e-sharaafat"
sher
naama-bar KHat de ke us ko lafz kuchh mat boliyodam-ba-KHud rahiyo terii taqriir kii haajat nahii.n
Kishan Singh Arif
sher
ik lafz-e-mohabbat kaa adnaa ye fasaanaa haisimTe to dil aashiq phaile to zamaanaa hai
Jigar Moradabadi
sher
lafz-e-ulfat kii mukammal sharh ik teraa vajuudaashiqii me.n to.D Daalii.n zaahirii saarii quyuud
Aziz Warsi Dehlvi
sher
nazar-afzo.ii-e-sham-e-tajallii ai zahe-qismatkahaa.n bazm-e-jamaal un kii kahaa.n parvaangii apnii
Zaki Warsi
sher
ai sham-e-dil-afroz shab-e-taar-e-mohabbattujh se hii hai ye garmii-e-baazaar-e-mohabbat
Mir Muhammad Bedar
sher
ai asiiraan-e-qafas aane ko hai fasl-e-KHizaa.nchaar-din me.n aur gulshan kii havaa ho jaa.egii
Riyaz Khairabadi
sher
ai asiiraan-e-qafas aane ko hai fasl-e-KHizaa.nchaar-din me.n aur gulshan kii havaa ho jaa.egii
Riyaz Khairabadi
sher
ai bahaar-e-gulshan-e-naaz-o-nazaakat har taraftere aane se hu.ii hai aur bhii bustaa.n me.n dhuum
Mir Muhammad Bedar
sher
sadqe ai qaatil tire mujh tishna-e-diidaar kiitishnagii jaatii rahii aab-e-dam-e-shamshiir se
Bedam Shah Warsi
sher
Ibrahim Aajiz
sher
Mir Muhammad Bedar
sher
dekh ai chaman-e-husn tujhe baaG me.n KHandaa.nshabnam nahii.n ye gul pe KHajaalat se araq hai
Mir Muhammad Bedar
sher
yaad me.n us qad-o-ruKHsaar ke ai Gam-zadagaa.njaa ke Tuk baaG me.n sair-e-gul-o-shamshaad karo
Mir Muhammad Bedar
sher
tujhe bahr-e-Gam se guzar ne ko ai 'shauq'hamaarii Gazal kaa safiina nahii.n hai