SEARCH RESULTS
Showing search results for "ma.aal-e-justuju-e-zauq-e-kaamil"
SHER MATCHES FOR "ma.aal-e-justuju-e-zauq-e-kaamil"
sher
kahii.n naakaam rah jaaye na zauq-e-justujuu apnaaadam se bhii KHayaal-e-yaar-e-ham-aaGosh ho jaanaa
Afqar Mohani
sher
Maail Warsi
sher
mujh se adaa hu.aa hai 'jigar' justujuu kaa haqhar zarre ko gavaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
sher
Kamil Shattari
sher
aah us parda-nashii.n kii justujuu me.n jo ga.ekuchh pata paayaa na us kaa KHud hii jaa kar kho ga.e
Sanjar Ghazipuri
sher
Kamil Shattari
sher
vo aa.nkh kyaa hai jis ko tirii justujuu na hovo dil hii kyaa hai jis me.n tirii aarzuu na ho
Abdullah Bedil
sher
nazar-afzo.ii-e-sham-e-tajallii ai zahe-qismatkahaa.n bazm-e-jamaal un kii kahaa.n parvaangii apnii
Zaki Warsi
sher
ai sham-e-dil-afroz shab-e-taar-e-mohabbattujh se hii hai ye garmii-e-baazaar-e-mohabbat
Mir Muhammad Bedar
sher
ai asiiraan-e-qafas aane ko hai fasl-e-KHizaa.nchaar-din me.n aur gulshan kii havaa ho jaa.egii
Riyaz Khairabadi
sher
ai asiiraan-e-qafas aane ko hai fasl-e-KHizaa.nchaar-din me.n aur gulshan kii havaa ho jaa.egii
Riyaz Khairabadi
sher
ai bahaar-e-gulshan-e-naaz-o-nazaakat har taraftere aane se hu.ii hai aur bhii bustaa.n me.n dhuum
Mir Muhammad Bedar
sher
hu.aa hai zauq aaraa.ish kaa phir us husn-aaraa koko.ii de de uThaa kar aa.iina dast-e-sikandar me.n
Raqim Dehlvi
sher
sadqe ai qaatil tire mujh tishna-e-diidaar kiitishnagii jaatii rahii aab-e-dam-e-shamshiir se