SEARCH RESULTS
Showing search results for "maarif shumara number 003 abdussalam qedwai syed sabahuddin abdur rahman magazines"
SHER MATCHES FOR "maarif shumara number 003 abdussalam qedwai syed sabahuddin abdur rahman magazines"
sher
ye aarzuu hai ki vo naama-bar se le kaaGazbalaa se phaa.D ke phir haath me.n na le kaaGaz
Ehsanullah Khan Bayan
sher
Mardan Safi
sher
naama-bar KHat de ke us ko lafz kuchh mat boliyodam-ba-KHud rahiyo terii taqriir kii haajat nahii.n
Kishan Singh Arif
sher
aap kī majlis-e-ālī meñ alarraġhm raqībba-ijāzat ye gunahgār uThe aur baiThe
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
sher
mahfil ishq meñ jo yaar uThe aur baiThehai vo malka ki subuk-bār uThe aur baiThe
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
sher
nau ḳhat to hazāroñ haiñ gulistān-e-jahāñ meñhai saaf to yuuñ tujh sā numūdār kahāñ hai
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
sher
ḳhauf-e-badnāmī se tujh paas na aa.e varnaham ka.ī baar sun ai yaar uThe aur baiThe
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
sher
nahīñ suntā nahīñ aatā nahīñ bas merā chaltā hainikal ai jaan tū hī vo nahīñ ghar se nikaltā hai
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
sher
vahī insān hai 'ehsāñ' ki jise ilm hai kuchhhaq ye hai baap se afzūñ rahe ustād kā haq
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
sher
vahī insān hai 'ehsāñ' ki jise ilm hai kuchhhaq ye hai baap se afzūñ rahe ustād kā haq
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
sher
vahī insān hai 'ehsāñ' ki jise ilm hai kuchhhaq ye hai baap se afzūñ rahe ustād kā haq
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
sher
nāseho gar na sunūñ maiñ mirī qismat kā qusūrtum ne irshād kiyā jo ki hai irshād kā haq
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
sher
kisī kā saath sonā yaad aatā hai to rotā huuñmire ashkoñ kī shiddat se sadā gul-takiya galtā hai
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
sher
ai ġham mujhe yaañ ahl-e-ta.ayyush ne hai gherāis bhiiḌ meñ tū ai mire ġham-ḳhvār kahāñ hai
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
sher
jin se ki ho marbūt vahī tum ko hai maimūninsān kī sohbat tumheñ darkār kahāñ hai
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
sher
vo bahr-e-husn shāyad baaġh meñ āvegā ai 'ehsā۔n'ki favvāra ḳhushī se aaj do do gaz uchhaltā hai
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
sher
sadā hī merī qismat juuñ sadā-e-halqa-e-dar haiagar maiñ ghar meñ jaatā huuñ to vo bāhar nikaltā hai