SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahfil"
SHER MATCHES FOR "mahfil"
sher
tirii mahfil me.n jo aayaa ba-andaaz-e-ajab aayaako.ii lailaa-adaa aayaa ko.ii majnuu.n-laqab aayaa
Afqar Mohani
sher
terii mahfil se uThaataa Gair mujh ko kyaa majaaldekhtaa thaa mai.n ki tuu ne bhii ishaara kar diyaa
Hasrat Mohani
sher
mahfil ishq meñ jo yaar uThe aur baiThehai vo malka ki subuk-bār uThe aur baiThe
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
sher
Gair jab tak na nikal jaa.egaa mahfil se tiriiham na rakhe.nge tirii bazm me.n zinhaar qadam
Kausar Warsi
sher
Purnam Allahabadi
sher
iraada aaj be-KHauf-o-KHatar hai un kii mahfil kaamohabbat me.n ko.ii dekhe to ye diivaana-pan apnaa
Hasrat Mohani
sher
aa ke mere ghar se jab vo mahfil-aaraa phir gayaaus ke phirne se mere siine pe aaraa phir gayaa
Kishan Singh Arif
sher
ahl-e-mahfil ho.n na ho.n dil to mujassam gosh haiqissa-e-Gam raat-bhar 'haamid' sunaate jaa.iye
Hamid Warsi
sher
Shams Firangi Mahali
sher
Shams Firangi Mahali
sher
aashiq hazaaro.n suurat-e-parvaana gir pa.DeulTii naqaab ruKH se jo mahfil me.n yaar ne
Aughat Shah Warsi
sher
aa.iina dil kaa un ke muqaabil nahii.n rahaaab ye charaaG raunaq-e-mahfil nahii.n rahaa
Mukhtar Badayuni
sher
Gairo.n me.n na mai.n arz-e-tamannaa se ruku.ngaaiGmaaz kare vo sar-e-mahfil ki KHafaa ho