SEARCH RESULTS
Showing search results for "manzil-e-hayaat"
SHER MATCHES FOR "manzil-e-hayaat"
sher
zulfo.n kaa tasavvur salaamo.n kii hai baarishmajbuur Gam-e-ishq kii har shaam hasii.n hai
Hayat Warsi
sher
is qadar yaad hai bas ishq kii ruudaad 'hayaat'jaise dekhaa thaa kabhii KHvaab-e-pareshaa.n ko.ii
Hayat Warsi
sher
shiishe me.n hasii.n baada-e-gul-faam hasii.n haimai-KHaana-e-islaam kaa har jaam hasii.n hai
Hayat Warsi
sher
mire sayyaad ko baa-vasf-e-asiirii hai ye KHaufmai.n qafas me.n bhii banaa luu.ngaa gulistaa.n ko.ii
Hayat Warsi
sher
Afqar Mohani
sher
har qadam ke saath manzil lekin is kaa kyaa ilaajishq hii kam-baKHt manzil-aashnaa hotaa nahii.n
Jigar Moradabadi
sher
Jauhar Warsi
sher
har zarra us kii manzil sahraa ho yaa ho gulshankyuu.n be-nishaa.n rahe vo teraa jo be-nishaa.n hai
Hairat Shah Warsi
sher
aap kii aavaaz me.n hai daavat-e-manzil kaa raazkaarvaan-e-shauq kii baa.ng-e-daraa ho jaa.iye
Seemab Akbarabadi
sher
kabhii tanhaa.ii-e-manzil se jo ghabraataa huu.nun kii aavaaz ye aatii hai ki mai.n aataa huu.n
Qaisar Shah Warsi
sher
aaKHir Gam-e-hayaat ke maatam se faa.idaGam zindagii ke saath KHusii zindagii ke saath
Kamil Shattari
sher
vo kyaa hayaat hai jo tark-e-bandagii na hu.iicharaaG jaltaa rahaa aur raushnii na hu.ii
Aziz Warsi Dehlvi
sher
mai.n talKHii-e-hayaat se ghabraa ke pii gayaaGam kii siyaah raat se ghabraa ke pii gayaa
Saghar Siddiqui
sher
do qadam par rah ga.ii hai manzil-e-maqsuud aahchho.D kar tanhaa na jaa.o ham-rahaa.n bahr-e-KHudaa
Shah Naseer
sher
Sultan Bahu
sher
tumhaaraa dard hai sarmaayaa-e-hayaat miraaKHudaa kare ki ye ho laa-davaa Gariibnavaaz
Kamil Shattari
sher
nazar-afzo.ii-e-sham-e-tajallii ai zahe-qismatkahaa.n bazm-e-jamaal un kii kahaa.n parvaangii apnii
Zaki Warsi
sher
ai sham-e-dil-afroz shab-e-taar-e-mohabbattujh se hii hai ye garmii-e-baazaar-e-mohabbat