SEARCH RESULTS
Showing search results for "mauj-e-gul-o-laala"
SHER MATCHES FOR "mauj-e-gul-o-laala"
sher
Turab Ali Dakni
sher
aane do us gul-badan ko mujh me.n puure husn seandaliib-e-dil huu.n aalam mujh par naalaa.n to sahii
Mardan Safi
sher
Meer Muhammad Bedar
sher
sadqe ai qaatil tire mujh tishna-e-diidaar kiitishnagii jaatii rahii aab-e-dam-e-shamshiir se
Bedam Shah Warsi
sher
is chaman kii sair me.n ai gul-ezaar'ishq' kii aa.nkho.n me.n tuufaa.n yaa-nasiib
Khwaja Ruknuddin Ishq
sher
is chaman kii sair me.n ai gul-ezaar'ishq' kii aa.nkho.n me.n tuufaa.n yaa-nasiib
Khwaja Ruknuddin Ishq
sher
bulbul sifat ai gul-badan is baaG me.n har sub.hterii bahaaristaan kaa diivaana huu.n diivaana huu.n
Qadir Bakhsh Bedil
sher
vaaqif hai.n raaz-e-ishq se ahl-e-chaman ki gulsun kar miraa afsaana-e-Gam muskuraa diyaa
Wali Warsi
sher
gulshan-parast huu.n mujhe gul hii nahii.n aziizkaa.nTo.n se bhii nibaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
sher
gulshan-parast huu.n mujhe gul hii nahii.n aziizkaa.nTo.n se bhii nibaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
sher
bahaar-e-laalaa-o-gul lutf-e-sabza-o-su.nbulmazaa thaa ham jo gulistaan me.n aaj-kal jaate
Aseer Lakhnavi
sher
har gul hai chaak-daaman har Guncha dil-e-giraftaai baaGbaan-e-qudrat fasl-e-bahaar kyaa hai
Hasan Imam Warsi
sher
ai 'turaab' jab gul-badan ke dard suu.n giryaa.n kiyaadaaman-e-gul par miraa har ashk durdaana hu.aa