SEARCH RESULTS
Showing search results for "mauj-e-saagar"
SHER MATCHES FOR "mauj-e-saagar"
sher
sadqe ai qaatil tire mujh tishna-e-diidaar kiitishnagii jaatii rahii aab-e-dam-e-shamshiir se
Bedam Shah Warsi
sher
aaj ruuThe hu.e jaasan ko bahut yaad kiyaaapne uj.De hu.e gulshan ko bahut yaad kiyaa
Saghar Siddiqui
sher
aa.o ik sajda kare.n aalam-e-madhoshii me.nlog kahte hai.n ki 'saaGar' ko KHudaa yaad nahii.n
Saghar Siddiqui
sher
mai.n talKHii-e-hayaat se ghabraa ke pii gayaaGam kii siyaah raat se ghabraa ke pii gayaa
Saghar Siddiqui
sher
kaar-e-majaaz mujh pe hu.aa is qadar bulandKHirqa ko chaak kar ke kyaa haa-o-huu kare.n
Ata Hussain Fani
sher
Turab Ali Dakni
sher
mujh KHasta-dil kii iid kaa kyaa puuchhnaa huzuurjin ke gale se aap mile un kii iid hai
Bedar Shah Warsi
sher
Aasi Ghazipuri
sher
Gair ke sau naaz tum par aur mujh par aap keaap dabte jaa.iye mujh ko dabaate jaa.iye
Raqim Dehlvi
sher
aane do us gul-badan ko mujh me.n puure husn seandaliib-e-dil huu.n aalam mujh par naalaa.n to sahii