SEARCH RESULTS
Showing search results for "mausam-e-barsaat"
SHER MATCHES FOR "mausam-e-barsaat"
sher
Raza Firangi Mahali
sher
maasuumi-e-jamaal ko bhii jin pe rashk haiaise bhii kuchh gunaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
sher
jab mausam-e-gul aan ke taa.iid kare haitab josh-e-junuu.n aql kii tardiid kare hai
Ghulam Naqshband Sajjad
sher
jaan jaatii hai chalii dekh ke ye mausam-e-gulhijar-o-furqat kaa mirii jaan ye gulfaam nahii.n
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
sher
nazar-afzo.ii-e-sham-e-tajallii ai zahe-qismatkahaa.n bazm-e-jamaal un kii kahaa.n parvaangii apnii
Zaki Warsi
sher
ai sham-e-dil-afroz shab-e-taar-e-mohabbattujh se hii hai ye garmii-e-baazaar-e-mohabbat
Mir Muhammad Bedar
sher
ai asiiraan-e-qafas aane ko hai fasl-e-KHizaa.nchaar-din me.n aur gulshan kii havaa ho jaa.egii
Riyaz Khairabadi
sher
ai asiiraan-e-qafas aane ko hai fasl-e-KHizaa.nchaar-din me.n aur gulshan kii havaa ho jaa.egii
Riyaz Khairabadi
sher
ai bahaar-e-gulshan-e-naaz-o-nazaakat har taraftere aane se hu.ii hai aur bhii bustaa.n me.n dhuum
Mir Muhammad Bedar
sher
sadqe ai qaatil tire mujh tishna-e-diidaar kiitishnagii jaatii rahii aab-e-dam-e-shamshiir se
Bedam Shah Warsi
sher
Ibrahim Aajiz
sher
dekh ai chaman-e-husn tujhe baaG me.n KHandaa.nshabnam nahii.n ye gul pe KHajaalat se araq hai
Mir Muhammad Bedar
sher
Mir Muhammad Bedar
sher
yaad me.n us qad-o-ruKHsaar ke ai Gam-zadagaa.njaa ke Tuk baaG me.n sair-e-gul-o-shamshaad karo
Mir Muhammad Bedar
sher
tujhe bahr-e-Gam se guzar ne ko ai 'shauq'hamaarii Gazal kaa safiina nahii.n hai