SEARCH RESULTS
Showing search results for "muzaffar"
SHER MATCHES FOR "muzaffar"
sher
chhaTegii kaise 'muzaffar' siyaahii qismat kiinikal to aa.egaa KHurshiid raat Dhalne se
Muzaffar Warsi
sher
kaahkashaa.n ke KHvaab 'muzaffar' dekh rahaa thaaaur bedaarii ret ke Tiile par le aa.ii
Muzaffar Warsi
sher
Muzaffar Warsi
sher
lagaa.ii aag bhii is ehtimaam se us nehamaaraa jaltaa hu.aa ghar nigaar-KHaana lagaa
Muzaffar Warsi
sher
auro.n ke KHayaalaat kii lete hai.n talaashiiaur apne garebaan me.n jhaa.nkaa nahii.n jaataa
Muzaffar Warsi
sher
saayaa ko.ii mai.n apne hii paikar se nikaaluu.ntanhaa.ii bataa kaise tujhe ghar se nikaaluu.n
Muzaffar Warsi
sher
vo sitaaraa jo mire naam se mansuub hu.aadiida-e-shab me.n hai ik aaKHirii aa.nsuu kii tarah
Muzaffar Warsi
sher
juGraafi.e ne kaaT diye raaste miretaariiKH ko gila hai ki mai.n ghar nahii.n gayaa
Muzaffar Warsi
sher
aa.nkh raushan ho to duniyaa ke a.ndhere kyaa hai.nrasta mahtaab ko raato.n kii siyaahii me.n milaa
Muzaffar Warsi
sher
Muzaffar Warsi
sher
Muzaffar Warsi
sher
ba.De KHuluus se maa.ngii thii raushnii kii du.aaba.Dhaa kuchh aur a.ndheraa charaaG jalne se
Muzaffar Warsi
sher
ba.De KHuluus se maa.ngii thii raushnii kii du.aaba.Dhaa kuchh aur a.ndheraa charaaG jalne se
Muzaffar Warsi
sher
ashko.n se kahii.n miTtaa hai ehsaas-e-talavvunpaanii me.n jo ghul jaa.e vo paaraa nahii.n hotaa
Muzaffar Warsi
sher
Muzaffar Warsi
sher
yuu.n hu.ii ruuh ko mahsuus mohabbat us kiijaise aaGosh me.n dariyaa ke samundar utraa
Muzaffar Warsi
sher
jis kii gardan me.n hai phandaa vahii insaan ba.Daasuuliyo.n se yahaa.n paimaa.ish-e-qad hotii hai