SEARCH RESULTS
Showing search results for "muzir"
SHER MATCHES FOR "muzir"
sher
Gair-e-zaahir na mazaahir kii haqiiqat samjhuu.nitnii tam.iiz miyaan-e-haq-o-baatil denaa
Aasi Ghazipuri
sher
na laala-zaar banaanaa mazaar ko na sahiicharaaG ke aage kabhii shaam ko jalaa denaa
Riyaz Khairabadi
sher
charaaG-e-gor na sham-e-mazaar rakhte hai.nbas ek ham ye dil-e-daaGdaar rakhte hai.n
Ehsanullah Khan Bayan
sher
kis ko sunaa.uu.n kis se kahuu.n maajraa-e-Gamguu.nge kaa KHvaab hai ye mirii daastaa.n nahii.n
Kausar Khairabadi
sher
kis ko sunaa.uu.n kis se kahuu.n maajraa-e-Gamguu.nge kaa KHvaab hai ye mirii daastaa.n nahii.n
Kausar Khairabadi
sher
agar ye sard-mehrī tuj ko āsā.ish na sikhlātīto kyūñkar āftāb-e-husn kī garmī meñ niind aatī
Mirza Mazhar Jan-e-Janan
sher
ham giraftāroñ ko ab kyā kaam hai gulshan se lekjī nikal jaatā hai jab sunte haiñ aatī hai bahār
Mirza Mazhar Jan-e-Janan
sher
shāḳh-e-gul hiltī nahīñ ye bulbuloñ ko baaġh meñhaath apne ke ishāre se bulātī hai bahār
Mirza Mazhar Jan-e-Janan
sher
mirā jī jaltā hai us bulbul-e-bekas kī ġhurbat parki jin ne aasre par gul ke chhoḌā āshiyāñ apnā
Mirza Mazhar Jan-e-Janan
sher
martā huuñ mīrzā.i-e-gul dekh har saharsūraj ke haath chunarī to pañkhā sabā ke haath