SEARCH RESULTS
Showing search results for "pas-e-pusht"
SHER MATCHES FOR "pas-e-pusht"
sher
rah jaaye chand rose jo biimaar-e-Gam ke paasKHud apnaa dil dabaa.e hu.e chaaragar phire
Fana Nizami Kanpuri
sher
kal aate aate mire ghar gaye raqiib ke paashuzuur aap hii kah de.n ye chaal hai ki nahii.n
Josh Malihabadi
sher
laayaa tumhaare paas huu.n yaa piir al-Giyaaskar aah ke qalam se mai.n tahriir al-Giyaas
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
sher
tuu paas thaa to hijr thaa ab duur hai to vaslsab se alag hai ra.ng tire is asiir kaa
Aminuddin Warsi
sher
faatiha pa.Dhne me.n dekho paas rusvaa.ii raheaa.nkh se aa.nsuu na Tapke merii turbat dekh kar
Abdullah Bedil
sher
Rind Lakhnavi
sher
ḳhauf-e-badnāmī se tujh paas na aa.e varnaham ka.ī baar sun ai yaar uThe aur baiThe
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
sher
saaqii ne pas-e-murdan pyaasaa na mujhe chho.Daaik abr ke Tuk.De se mai qabr pe barsaa dii
Muztar Khairabadi
sher
Akbar Warsi Meerthi
sher
Ghafil Lakhnavi
sher
kuchh dard kii shiddat hai kuchh paas-e-mohabbat haiham aah to karte hai.n fariyaad nahii.n karte
Fana Nizami Kanpuri
sher
nazar-afzo.ii-e-sham-e-tajallii ai zahe-qismatkahaa.n bazm-e-jamaal un kii kahaa.n parvaangii apnii
Zaki Warsi
sher
ai sham-e-dil-afroz shab-e-taar-e-mohabbattujh se hii hai ye garmii-e-baazaar-e-mohabbat
Meer Muhammad Bedar
sher
ai asiiraan-e-qafas aane ko hai fasl-e-KHizaa.nchaar-din me.n aur gulshan kii havaa ho jaa.egii
Riyaz Khairabadi
sher
ai asiiraan-e-qafas aane ko hai fasl-e-KHizaa.nchaar-din me.n aur gulshan kii havaa ho jaa.egii