SEARCH RESULTS
Showing search results for "qadar"
SHER MATCHES FOR "qadar"
sher
kaar-e-majaaz mujh pe hu.aa is qadar bulandKHirqa ko chaak kar ke kyaa haa-o-huu kare.n
Ata Hussain Fani
sher
hame.n hai ghar se ta.alluq ab is qadar baaqiikabhii jo aa.e to do-din ko mehmaa.n kii tarah
Riyaz Khairabadi
sher
sharminda huu.n gunaah se apne mai.n is qadarkyaa chashm-e-pur-gunah ko terii duu-baduu kare.n
Ata Hussain Fani
sher
is qadar yaad hai bas ishq kii ruudaad 'hayaat'jaise dekhaa thaa kabhii KHvaab-e-pareshaa.n ko.ii
Hayat Warsi
sher
Hari Chand Akhtar
sher
Bahram ji
sher
tere husn kii dekh tajallii ai rashk-e-huursuuraj kahuu.n ki chaa.nd ki nuur-e-KHudaa kahuu.n
Qadir Bakhsh Bedil
sher
aa.iina ru ke saamne ham ban ke aa.iinahairaaniyo.n ka ek tmasha karen.ge ham
Maulana Abdul Qadeer Hasrat
sher
vābasta hai hamīñ se gar jabr hai o gar qadrmajbūr haiñ to ham haiñ muḳhtār haiñ to ham haiñ
Khwaja Meer Dard
sher
andhaare me.n pa.Daa huu.n kasrat ke vahm sevahdaaniyat kaa lutf suu.n raushan charaaG baKHsh
Qadir Bakhsh Bedil
sher
andhaare me.n pa.Daa huu.n kasrat ke vahm sevahdaaniyat kaa lutf suu.n raushan charaaG baKHsh
Qadir Bakhsh Bedil
sher
divaalii To.D kasrat kii jism se ab judaa.ii kartajallaa dekh vahdat kaa ghar apne roshnaa.ii kar
Qadir Bakhsh Bedil
sher
ab to mai.n raahrauv mulk-e-adam hotaa huu.ntiraa har haal me.n haafiz hai KHudaa mere bad
Maulana Abdul Qadeer Hasrat
sher
ai gul-badan meraa tuu.n chaman se na jaa na jaaruuhii fidaaka ya.anii vatan se na jaa na jaa
Qadir Bakhsh Bedil
sher
'attaar'-e-man KHudaa kaa nakaaraa bajaayaa KHuubaarif aise suKHan me.n hai be-iKHtiyaar mahz