SEARCH RESULTS
Showing search results for "qadr-e-jaam"
SHER MATCHES FOR "qadr-e-jaam"
sher
Bahram ji
sher
vābasta hai hamīñ se gar jabr hai o gar qadrmajbūr haiñ to ham haiñ muḳhtār haiñ to ham haiñ
Khwaja Meer Dard
sher
Qadr Bilgrami
sher
tere husn kii dekh tajallii ai rashk-e-huursuuraj kahuu.n ki chaa.nd ki nuur-e-KHudaa kahuu.n
Qadir Bakhsh Bedil
sher
ai gul-badan meraa tuu.n chaman se na jaa na jaaruuhii fidaaka ya.anii vatan se na jaa na jaa
Qadir Bakhsh Bedil
sher
bulbul sifat ai gul-badan is baaG me.n har sub.hterii bahaaristaan kaa diivaana huu.n diivaana huu.n
Qadir Bakhsh Bedil
sher
tirā jaam jām-e-kausar tirā mai-kada hai jannatmire haal pe karam kar mirī tishnagī bujhā de
Fana Bulandshahri
sher
zindagii ko bech Daalaa be-KHudii ke jaam perek hii saaGar se dil kii tishnagii jaatii rahii
Bekhud Suhrawardi
sher
mai se chulluu bhar de saaqii jaam kaa kyaa intizaarabr aayaa jhuum kar mauqa nahii.n taaKHiir kaa
Arsh Gayavi
sher
ishq thaa apne zo.am me.n ishq ko zid banii rahiiqissa hu.aa na muKHtasar umr tamaam ho ga.ii
Rasheed Warsi
sher
kaar-e-majaaz mujh pe hu.aa is qadar bulandKHirqa ko chaak kar ke kyaa haa-o-huu kare.n
Ata Hussain Fani
sher
Shakeel Badayuni
sher
hame.n hai ghar se ta.alluq ab is qadar baaqiikabhii jo aa.e to do-din ko mehmaa.n kii tarah
Riyaz Khairabadi
sher
aa.iina ru ke saamne ham ban ke aa.iinahairaaniyo.n ka ek tmasha karen.ge ham
Maulana Abdul Qadeer Siddiqui
sher
Hari Chand Akhtar
sher
ab to mai.n raahrauv mulk-e-adam hotaa huu.ntiraa har haal me.n haafiz hai KHudaa mere bad