SEARCH RESULTS
Showing search results for "qaid-e-bulbul"
SHER MATCHES FOR "qaid-e-bulbul"
sher
bulbul ko mubaarak ho havaa-e-gul-o-gulshanparvaane ko soz-e-dil-e-parvaana mubaarak
Bedam Shah Warsi
sher
bulbul ko mubaarak ho havaa-e-gul-o-gulshanparvaane ko soz-e-dil-e-parvaana mubaarak
Bedam Shah Warsi
sher
Turab Ali Dakni
sher
vo hai lailaa-o-majnuu.n vahii hai bulbul-o-gulvahii hai shakkar-o-magas laa-ilaaha-illaa-huu
Qadir Bakhsh Bedil
sher
Muztar Khairabadi
sher
tum jaa ke chaman me.n gul-o-bulbul ko to dekhokyaa lutf tah-e-chaadar shabnam nahii.n hotaa
Riyaz Khairabadi
sher
bulbul sifat ai gul-badan is baaG me.n har sub.hterii bahaaristaan kaa diivaana huu.n diivaana huu.n
Qadir Bakhsh Bedil
sher
yaad me.n us qad-o-ruKHsaar ke ai Gam-zadagaa.njaa ke Tuk baaG me.n sair-e-gul-o-shamshaad karo
Mir Muhammad Bedar
sher
fasl-e-bahaar me.n to qaid-e-qafas me.n guzriichhuuTe jo ab qafas se to mausam-e-KHizaa.n hai
Hairat Shah Warsi
sher
us bulbul-e-asiir kii hasrat pe daaG huu.nmar hii ga.ii qafas me.n sunii jab sadaa-e-gul
Khwaja Ruknuddin Ishq
sher
'siimaab' kii sarmastii aur Gam-kada-e-hastiidiivaana hai diivaana diivaane se kyaa kahiye
Seemab Akbarabadi
sher
Aasi Ghazipuri
sher
shaidaa-e-ruu-e-gul na hai shaidaa-e-qad-e-sarvsayyaad ke shikaar hai.n is bostaa.n me.n ham
Khwaja Haidar Ali Aatish
sher
Hasrat Mohani
sher
mirā jī jaltā hai us bulbul-e-bekas kī ġhurbat parki jin ne aasre par gul ke chhoḌā āshiyāñ apnā