SEARCH RESULTS
Showing search results for "rahnuma e shayari afqar mohani ebooks"
SHER MATCHES FOR "rahnuma e shayari afqar mohani ebooks"
sher
Afqar Mohani
sher
Afqar Mohani
sher
tujhe ma.aluum kyaa ai KHvaab-e-hastii dekhne vaalevahii hastii hai hastii jo nisaar-e-yaar ho jaa.e
Afqar Mohani
sher
jazbaat kaa bayaa.n hai sharh-e-Gam-e-nihaa.n haimaqbuul ho na kyuu.n phir 'afqar' kalaam teraa
Afqar Mohani
sher
ishq-e-laa-mahduud jab tak rahnumaa hotaa nahii.nzindagii se zindagii kaa haq adaa hotaa nahii.n
Jigar Moradabadi
sher
Afqar Mohani
sher
kaisii bahaar kaisaa nasheman kahaa.n ke gulrote hai.n baal-o-par mujhe aur baal-o-par ko mai.n
Afqar Mohani
sher
ahl-e-jafaa ne phir na uThaayaa jafaa se haathlazzat-shanaas-e-zulm-o-sitam dekh kar mujhe
Afqar Mohani
sher
aksar palaT ga.ii hai shab-e-intizaar mautmarne na dard-e-dil ne diyaa taa-sahar mujhe
Afqar Mohani
sher
Afqar Mohani
sher
usii ko kaamyaab-e-diid kahte hai.n nazar vaalevo aashiq jo halaak-e-hasrat-e-diidaar ho jaa.e
Afqar Mohani
sher
us kii naakaamii-e-qismat par kahaa.n tak ro.iyeGarq ho jaa.e safiina jis kaa saahil ke qariib
Afqar Mohani
sher
milii sajda kii ijaazat juu.nhii paasbaa.n se pahlemujhe mil ga.ii KHudaa.ii tere aastaa.n se pahle