Showing search results for "rakam"
Tap the Advanced Search Filter button to refine your searches
Gair ke ghar me.n bhii 'raaqim' aaj tum hote chaloek chhachhuu.ndar chho.D kar kuchh gul khilaate jaa.iye
milaa hai jo muqaddar me.n raqam thaazahe qismat mire hisse me.n Gam thaa
bayaa.n sun kar miraa jalte hai.n shaahidzabaa.n me.n merii garmii hai balaa kii
thake ham to bas iltijaa karte kartekaTii umr sun sun ke shaam-o-sahar me.n
mere siina par tum baiTho galaa talvaar se kaaToKHat-e-taqdiir mai.n samjhuu.n KHat-e-shamshiir-e-burraa.n ko
mire qatl ko aa.e is saadgii sechhurii haath me.n hai na KHanjar kamar me.n
ham aise hu.e dekh kar mahv-e-hairatKHabar hii nahii.n kaun aayaa hai ghar me.n
bataa kar shoKHiyaa.n us ko adaa kiiDubo.ii ham ne qismat mudda.aa kii
ummiide.n apnii sab qaayam rahe.ngiiagar vo hai.n KHudaa.ii me.n KHudaa kii
hame.n nisbat hai jannat se ki ham bhii nasl-e-aadam hai.nhamaaraa hissa 'raaqim' hai iram me.n hauz-e-kausar me.n
ga.e pahluu se tum kyaa ghar me.n ha.ngaama thaa mahshar kaacharaaG-e-sub.h-gaahii me.n jamaal-e-sham-e-anvar me.n
vaqaar-e-iltijaa bhii ham ne khoyaaabas jaa jaa ke un se iltijaa kii
na nikle jab ko.ii armaa.n na ko.ii aarzuu nikliito apnii hasrato.n kaa KHuun honaa is ko kahte hai.n
sach to ye hai ki aap hii kaa Gamab sahaaraa hai zindagii ke liye
agar ham tum salaamat hai.n kabhii khul jaa.egii qismatisii daur-e-layaalii me.n isii garduu.n ke chakkar me.n
vahm hai yaa saham hai qaatil ko yaa meraa KHayaalhaath kaa.npe jaate hai.n KHanjar ravaa.n hotaa nahii.n
zamaana ko badalne do KHudaa vo din bhii kar degaatamaashaa dekh lenaa ham se karte iltijaa tum ho
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
Urdu poetry, urdu shayari, shayari in urdu, poetry in urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books