SEARCH RESULTS
Showing search results for "saaqi-e-huur-paikar"
SHER MATCHES FOR "saaqi-e-huur-paikar"
sher
saayaa ko.ii mai.n apne hii paikar se nikaaluu.ntanhaa.ii bataa kaise tujhe ghar se nikaaluu.n
Muzaffar Warsi
sher
tere husn kii dekh tajallii ai rashk-e-huursuuraj kahuu.n ki chaa.nd ki nuur-e-KHudaa kahuu.n
Qadir Bakhsh Bedil
sher
ai bahaar-e-gulshan-e-naaz-o-nazaakat har taraftere aane se hu.ii hai aur bhii bustaa.n me.n dhuum
Mir Muhammad Bedar
sher
bulbul sifat ai gul-badan is baaG me.n har sub.hterii bahaaristaan kaa diivaana huu.n diivaana huu.n
Qadir Bakhsh Bedil
sher
jaur-o-jafaa kaa mujh se gila bhii na ho sakepaas-e-adab se tark-e-jafaa bhii na ho sake
Wajid Warsi
sher
apnaa be-KHud mujhe lillah banaa le saaqiiburqa phir chehra-e-anvar se haTaa le saaqii
Dard Kakorvi
sher
saaqii ne pas-e-murdan pyaasaa na mujhe chho.Daaik abr ke Tuk.De se mai qabr pe barsaa dii
Muztar Khairabadi
sher
Afqar Mohani
sher
Afqar Mohani
sher
mai-kada duur hai mai.n zaar huu.n saaqii hai KHafaahaaye kis vaqt me.n KHaalii miraa paimaana hu.aa
Muztar Khairabadi
sher
ye jaan.ne ko ki ham kis adaa pe marte hai.njahaa.n me.n terii har-har adaa kaa naam hu.aa
Saqi Kakorvi
sher
Raqim Dehlvi
sher
Muztar Khairabadi
sher
har gul hai chaak-daaman har Guncha dil-e-giraftaai baaGbaan-e-qudrat fasl-e-bahaar kyaa hai