SEARCH RESULTS
Showing search results for "saaz-e-sitam"
SHER MATCHES FOR "saaz-e-sitam"
sher
Muztar Khairabadi
sher
hai.n KHajil qaus-o-hilaal-o-KHanjar-o-teG-e-sitamqaatil-e-aalam hai terii abruu-e-pur-KHam nahii.n
Bahram ji
sher
Shakeel Badayuni
sher
Akbar Warsi Meerthi
sher
merii zabaa.n pe shikva-e-ahl-e-sitam nahii.nmujh ko jagaa diyaa yahii ehsaan kam nahii.n
Jigar Moradabadi
sher
mai.n saaz-e-haqiiqat huu.n dam-saaz-e-haqiiqat huu.nKHaamoshii hai goyaa.ii goyaa.ii hai KHaamoshii
Bedam Shah Warsi
sher
Shah Naseer
sher
sunaa.ii jaa.egii jab tak mujhe sazaa-e-suKHansukuut-e-vaqt me.n aavaaz bhar chukaa huu.ngaa
Muzaffar Warsi
sher
ishq adaa-navaaz-e-husn husn karishma-saaz-e-ishqaaj se kyaa azal se hai husn se saaz-baaz-e-ishq
Bedam Shah Warsi
sher
ishq adaa-navaaz-e-husn husn karishma-saaz-e-ishqaaj se kyaa azal se hai husn se saaz-baaz-e-ishq
Bedam Shah Warsi
sher
ra.ng laa.egaa miraa soz-e-mohabbat qabr me.nustuKHvaa.n ho jaa.egaa sho.ale kafan jal jaa.egaa
Sanjar Ghazipuri
sher
soz-e-Gam dekh na barbaad ho haasil meraadil kii tasviir hai har aa.iina-e-dil meraa
Jigar Moradabadi
sher
lagte hii Thes TuuT gayaa saaz-e-aarzuumilte hii aa.nkh shiisha-e-dil chuur chuur thaa