SEARCH RESULTS
Showing search results for "sahar"
SHER MATCHES FOR "sahar"
sher
martā huuñ mīrzā.i-e-gul dekh har saharsūraj ke haath chunarī to pañkhā sabā ke haath
Mirza Mazhar Jan-e-Janan
sher
Seemab Akbarabadi
sher
bahaar-e-gulshan-e-ayyaam huu.n mai.nsahar-e-nuur va savaad-e-shaam huu.n mai.n
Mir Muhammad Bedar
sher
raftaar yaar kaa agar andaaz bhuul jaayegulshan me.n KHaak u.Daatii nasiim-e-sahar phire
Fana Nizami Kanpuri
sher
kuchh KHabar hai tujh ko ai aasuuda-e-KHvaab-e-lahadshab jo terii yaad me.n ham taa-sahar royaa ka.e
Hasrat Mohani
sher
gul-giir kaa KHatar to pata.ngo.n kii hai KHalishaafat me.n jaan shaam se sham-e-sahar kii hai
Arsh Gayavi
sher
aksar palaT ga.ii hai shab-e-intizaar mautmarne na dard-e-dil ne diyaa taa-sahar mujhe
Afqar Mohani
sher
tere nain-e-pur-KHumaar kuu.n sarmast-e-baada-naazyaa be-KHudii kaa jaam yaa sahar-e-balaa kahuu.n
Qadir Bakhsh Bedil
sher
aah-o-fuGaa.n hai shor hai naala hai dard haiGam hai alam hai yaas hai lab per ha.nsii kahaa.n
Banke Lal
sher
Akbar Warsi Meerthi
sher
KHat ke aane se pa.Daa hai shor mulk-e-husn me.ndaan kar suuraj-gahan kahte hai.n ai dilbar lagaa
Shah Naseer
sher
ba.Dh jaa.e kyuu.n na she'r miraa aaftaab semazmuun ruKH kaa baa.ndhaa hai kis aab-o-taab se
Saif Farrukhabadi
sher
uThegaa yahaa.n phir na kabhii shor-e-tamannaadil biich yahii yaas ab ummiid kare hai