Showing search results for "serii"
Tap the Advanced Search Filter button to refine your searches
mai.n samjhuu.ngaa ki mere daaG-e-isyaa.n dhul ga.e saareagar aa.nsuu tirii chashm-e-taGaaful se nikal aayaa
KHuun-e-dil jitnaa thaa saaraa vaqf-e-hasrat kar diyaais qadar royaa ki merii aa.nkh me.n aa.nsuu nahii.n
aaraam ho sukuun ho saare jahaan kojumbish na ho zamii.n kii tarah aasmaan ko
mire nasheman me.n shaan-e-qudrat ke saare asbaab hai.n muhayyaahavaa safaa.ii pe hai muqarrar charaaG bijlii jalaa rahii hai
tujhe dekh o but-e-KHush-adaa phirii aa.nkh saarii KHudaa.ii sevo jo yaad rahtii thii suurate.n unhe.n saaf dil se bhulaa diyaa
kar diyaa barbaad saaraa ishq ne jab KHaanumaa.nshahar me.n charchaa meraa phir ghar-ba-ghar hone lagaa
mire sayyaad ko baa-vasf-e-asiirii hai ye KHaufmai.n qafas me.n bhii banaa luu.ngaa gulistaa.n ko.ii
saare aalam me.n terii KHushbuu haiai mere rashk-e-gul kahaa.n tuu hai
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
Urdu poetry, urdu shayari, shayari in urdu, poetry in urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books